DAILY LESSON PLAN Topic:- HIKAYAAT-E-SAADI Class:- V Subject:- Urdu Name:- MS.NIGHAT GHAURI Institution:- D.A MODEL HIGH SCHOOL Ph:IV Date:- 8th July 2011.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Ma.
Advertisements

Mrs.Romero Newfield School Mathematics, Grade 5
INSTRUCTIONAL LESSON PLAN
Mrs. Ayesha Bari DA Tooba High School Class (111) July 22 nd, 2011.
SUBJECT: URDU PREPARED BY: FARHAT B. HASHMI
LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic : Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson)
Action Plan Name : Rehana Parveen Institute : DA Tooba High School
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
Khat likhna. Unit protfolio presentation. Rabia Noor.
LESSON PLAN Khalifa aise hote thay
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
ACTION PLAN HAMD:ALLAH NE (INAYAT ALI KHAN TONKI)
Action Plan Miss Zahida sultana The City School gulshan jr d
ACTION PLAN HAMD:KHUDA KI SAN’AT (Muhammad Ismail Mirthi)
DA TOOBA HIGH SCHOOL. DA TOOBA HIGH SCHOOL Daily Lesson Plan Topic : MOAAF KAR DENE WALE NABI (SAW) JAMAAT : PANJUM MAZMOON: URDU NAME : Miss Rehana.
Ms.Huma Saleem D.A public school( O & A Levels) Islamiat Grade 2
Click on each of us to hear our sounds.
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
DOSTI.
KHALQAT E BASHAR MEIN POSHIDA RAAZ
ACTION PLAN Ubaid Sheikh The City School Darkhshan Campus Grade 8.
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahri
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahhari
Leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has.
FALSAFA-E- SHAHADAT USTAAD MURTAZA MOTAHARI.
Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General.
Naat To develop love of Prophet (P.B.U.H) in the hearts of students so they love and help mankind.
The City School Action plan Gulshan Jr F MS Tazeen Shamshad Grade: IV
1. SYEDA ZAHRA JABEEN Lecturer, Dept. of Urdu D.A College for women Ph- 8 July 10 th,2011.
ACTION PLAN GULSHAN BOYS CAMPUS MADE BY MISS RAHAT TABASSUM URDU TEACHER PREP III AND SENIOR I.
ACTION PLAN Gulshan Boys Campus Prepared by: Ms. Rizwana Imtiaz.
Mrs. Huma Kashif DAPS ‘O & A levels’ Seaview G.Science, Grade III
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
Jab pareshan hui. جب پریشان ہوئی، مولا کی جماعت رن میں Jab pareshan hui, maula ki jamat ran mein At the time when Maula’s troop was anxious in the battle-field.
ACTION PLAN FOR Class iii
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
NEHJUL BALAGHA AUR HAYAT-E-IJTEMAAI
PRESENTED BY SHAMS ASIF Lecturer in Urdu dept Urdu Subject for Class XI & XII.
Ms.Samina Javed The City School Mathematics,Grade 5
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
Hindi learning classes Day 6
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Software engineering Lecturer: Nareena.
خنجر تلے Khanjar Talay.
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

DAILY LESSON PLAN Topic:- HIKAYAAT-E-SAADI Class:- V Subject:- Urdu Name:- MS.NIGHAT GHAURI Institution:- D.A MODEL HIGH SCHOOL Ph:IV Date:- 8th July 2011

TOPIC BACKGROUND Sheikh SAADI 1184 C.E mien IRAN k shaher Sheeraz mien paida huay. Aap ka asal naam SHARF-UD-DIN, laqab MUSLEYH or takhalus SAADI tha. Ibtedai taleem SHERAZ mien hasil ki or is k baad mazeed taleem k liye BAGHDAD tashreef lay gaye. SAAD BIN ZANGI ki munasibat say apna takhalus SAADI rakha. Sheikh Saadi nay 1291 C.E main Sheeraz main wafat pai.

TASANEEF-E-SAADI i. BOSTAAN-E-SAADI (1257) ii. GULISTAN-E-SAADI (1258) Ye akhlaqi mozuaat par likhi gayi Nazmoon ka majmua hay jis mien 4000 ashaar shamil hain. Iska asal naam SAADI NAAMA hay. ii. GULISTAN-E-SAADI (1258) Ye nasri tasneef hay jis mien Tassaswuf k mazameen or nasihat amaiz HIKAYAAT shamil hain. iii. QURAN-E-MAJEED ka farsi zaban mien tarjuma. iv. Deegar 20 Tasaneef Arbi or Farsi zaban mien Qasaid, Ghazalyaat, Masnawiyaat, Rubayaat or Qataat shamil hain.

E F F E C T Farsi adab k bunyadi sutoon jin k baghair farsi adab namukammal hay. Naamwar adeebon or shairon nay SHEIKH SAADI ki mashoor tasaneef GULISTAN or BOSTAN say mutassir ho kar usi tarz par kitaben likhin magar unhen wo pazirai hasil naa ho saki. Dunya ki takreeban tamam zabanoon mien SHEIKH SAADI ki tasaneef ka mutadid bar tarjuma kiye ja chuka hay. Sheikh Saadi Ibne Batoota k baad dosrey badey mashraqi sayyah hain.

CONCLUSION SHEIKH SAADI ki tasaneef ka shumaar dunya k classical adab mien kiya jata hay. SHEIKH SAADI ki tasaneef ka maqsad mehez shohrat hasil karna naa tha balkay un k peshay nazar asal maqsad ISLAH-E-UMAAT-E-MUSLIMA hay. Hikayaat mien danishmandi ki aisi baten aam fehem andaz mien bayan ki gayi hain jin mien koi Naseehat ya Peghaam hota hay ya aisa jumla zarur hota hy jo aqwaal ya zarbul misaal ka darja rakhta hay.

A C T I O N P L A N TOPIC:- SHEIKH SAADI (R. A) Name:- MS A C T I O N P L A N TOPIC:- SHEIKH SAADI (R.A) Name:- MS.NIGHAT GHAURI Institution:- D.A MODEL HIGH SCHOOL Ph:IV Subject:- Urdu Class:- V

LONG TERM GOAL 21st century k taqazoon ko madday nazar rakhtey huay nisab mukammal karvaya jaye ga. Students dor-e-jadeed k tareeqa-e-tadrees say rooshnaas ho sakain.

SHORT TERM GOAL Sabaq k hawalay say bachon say mukhtalif andaz mien sawalaat kiye jaen. Unki zehni silahiyatoon ko ujagar kiya jaye takay wo sawalaat k jawabaat behtar andaz mien day saken. Inki kaarkardagi ki Hosla afzai ki jaegi takay wo apni maloomaat mien mazeed izafa karnay ki koshish karen. Sabaq say mutalliq bachon ko Group Discussion ka moqa farham kiya jaey.

INSTRUCTIONAL STRATEGIES Bachon ko urdu zaban ki ahmiyat-o-afadiyat say roshnas karwaya jaey. Zakhira alfaz mien izafa kiya jaey. Sabiqa maloomaat ki madad say unki maloomaat mien mazeed izafa karwaya jaye. Imdadi ashya ko istamal kiya jaey e.g charts/flash cards. Sabaq ki buland khuwani ki jaey.Bachon ko mushkil alfaz k mani samjhaen or talafuz durust karwaen. Sabaq say mutalliqa mashqi sawalaat or qawaid ka tehreri kam mukammal karwaya jaey. Sabaq ka khulasa or revision karwaya jaey.

CHALLENGES/SOLUTIONS a.Mushkil alfaz ki shanakht or likhny mien bachon ko dushwari pesh a sakti hy. b.Naye sabaq k mutaliq bachon ki maloomat na hony ki bina par unki dilchaspi kum hosakti hy. c.Alfaz k talaffuz ki drust adaeygi mien mushkilat pesh aa sakti hain. SOLUTIONS a.Mushkil alfaz bar bar dhorany or likhwany say unhen alfaz ki pehchan hojaye gi. b.Tasweeron, khakoon or naqshoon ki madad say bachon ki sabaq mien dilchaspi hasil ki ja sakti hy. c.Bachon ki tawajjo hasil karny k liye Sheikh Saadi k dilchasp waqiaat bayan kiye jaen. d.Internet ki madad say wo khud Sheikh Saadi k bary mien assignment tayyar karen.

TIME LINE

CLASS V NEWS LETTER By:Ms.Nighat Ghauri July 10th,2011 * Is week class mien kiya kaam kiya gaya. Sabaq “Hikayat-e-saadi” parhaya gaya. Aap k safarnamon, halat-e-zindagi or shaksiyat k mukhtalif pehluon se aagah kiya gaya. Aap ki chund sabaq aamooz hikayaat yaad karaen gayin. Mushkil alfaz ka imla liya gaya or islah karwayi gayi. Sabaq ka khulasa likhnay k liye diya gaya. * Next week class mien kiya kaam karwaya jayega. Naya sabaq “darkhton ne kaha” parhaya jaey ga. Parents baray-e-meherbani bachon ko darakhton ki ahmiyat-o- afadiyat k bary mien ibtedai maloomat faraham karen. Sheikh Saadi ki 2 Hikayaat nisab k elawa yaad karwa den.

RESOURCES Internet. Urdu Encylopedia. Books:- *Hayat-e-Saadi. (1896) by:- Molana Altaf Hussain Hali. *Hikayaat-e-Gulistan-e-Saadi. by:- Malik Kareem Baksh. *Hikayaat-e-Saadi. by:- Mian Mehboob.