Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

DOSTI.

Similar presentations


Presentation on theme: "DOSTI."— Presentation transcript:

1 DOSTI

2 BOOK DETAILS: NAME: DOSTI PUBLSIHER: PEGHAM E WEHDAT E ISLAMI
COMPILATION : SYED ABID HUSSAIN YEAR : 2009 PRICE: 60/=

3 Contents: Aik sawal Buaray doston k asraat Bura dost or akhirat
Dost kin ko bnayain Aik jaisi tabiyato me kashish hoti hai Agr ye tamam sifat aik shaks me na mily tu kia kren Dosti me aetydal aur myanaravi ki zarorat Dosti k faidy Dosti Khuda ki khatir Kitab aik manavi dost

4 AIK SAWAL IMAM JAFFER (A.S): ……………………………………….
Kia hamary dost aik janwar se ziada qemti nai hain ?? IMAM JAFFER (A.S): ………………………………………. GHIZA KI MANIND DAWA KI MANIND BEMARI KI MANIND

5 BUARAY DOSTON K ASRAAT RASOOL (s.a.w): Insan amalan apny dost ki serat o rosh ki pairavi krta ha. Pas tm dekh bhal kr apny dost bnao. MOLA ALI – IMAM HASAN SE: bura dost apny dost ko dohka deta ha aur usy bury kamo ka shauq dilata ha. Dosti mai taqwa par aitamad na krna !

6 BURA DOST AUR AKHIRAT Agar ap sharab khany me jakr namaz parhengy tu log apko sherabi kahengy na k namazi. IMAM JAFFER(A.S): Jo shakhs badnam jagho par jata ha wo badnam hojata ha.

7 DOST KIN KO BNAYAIN Aqil o bashaoor dost YA “Ahmaq aur bewaquff dost”.
Kush akhilaq aur naik tabiyat, dost ki seerat. Dost neko kar aur sualah ho ! Dunya ka hares aur lalchi na ho( Hazrat Ali a.s.) Imam Baqar a.s. k mutabiq: Dost ahmaq, kanjoos, buzdil aur jhoota na ho Khush amadi aur chaplos na ho ! Dhokay baaz na ho !

8 AIK JAISI TABIYATO ME KASHISH HOTI HAI
Agr aik majlis me sare munafiq ho aur aik imandar ho tu anay wala imandar imandar k pas hi jakar bethy ga.

9 AGR YE TAMAM SIFAT AIK SHAKS ME NA MILY TU KIA KREN
Agr dosti ka maqsad sirf dosti ho. Agr dosti ka maqsad suhbate deni ho. Agr mehaz dunya k liye dosti ho.

10 DOSTI ME AETYDAL AUR MYANARAVI KI ZARORAT
Dosto se phely manos hoty hain aur unky halat o zindagi ko samjhty hain Dost par aik had tak aitmad karain Sab raaz dost ko mat btao IMAM ALI: Apny dost pr sari muhabat nichaver krdo magar mukammal aetimad mat karo. Apny dost ko kabi ranjeeda mt karna. Chugal khoro ki baat pr tawajha na dain.

11 DOSTI K FAIDY DOSTI KHUDA KI KHATIR
Dunyavi faida. (maal o dulat se faida) Dosti k deni faidy Dost boht se paida karo kio k imandar shifat krega tu ajab ha k tm kisi dost ki shifaat se jannat me dakhil ho jao. DOSTI KHUDA KI KHATIR RASOOL (s.a.w.): Khuda ko jab kese ki behtri manzur hoti hay to wo usay dost ata farmata hay.

12 KITAB AIK MANAVI DOST Bey shak kitab insan ki behtreen manavi dost hai jo insan ko aam afrad k mahol se nikal kr buland aur azem afrad k mahol me lejati ha. Kitab apny andar mojood naseehat o bai-panah hikmat amaiz kalmat se hamari ruh ki tarbuyat krti ha. Jijs tarhan kisi shakhs ky dost uski pehchan banaty hain, is hi tarhan aik insan ki kitaben bhi uski khabr deti han. Boht sari kitaben aisi hoti hain jinko insan parh kr gumrah hojata ha aur boht sari aisi hoti han jo isnan ko buland krdeti hain. Is dost kay intikhab me b hamy hoshyari se kam lena chaiye.

13 Thank You


Download ppt "DOSTI."

Similar presentations


Ads by Google