Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General.

Similar presentations


Presentation on theme: "Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General."— Presentation transcript:

1

2 Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General Commands Chief of Staff, Second Matabele War (1896–1897), 5th Dragoon Guards in India (1897), Inspector General of Cavalry, England (1903) Battles/wars Anglo-Ashanti Wars, Second Matabele War, Siege of Mafeking, Second Boer War Awards Ashanti Star (1895), Matabele Campaign, British South Africa Company Medal (1896),[Queen's South Africa Medal (1899), King's South Africa Medal ( 1902),Boy Scouts Silver Wolf Boy Scouts Silver Buffalo Award (1926), World Scout Committee Bronze Wolf (1935), Order of Merit (1937), Wateler Peace Prize (1937), Order of St Michael and St George, Royal Victorian Order, Order of the Bath Other work: Founder of the international Scouting Movement; writer; artist

3 NAZAM (Poem) : CHALO CHALEN SCOUT BANEN DAILY LESSON PLAN
INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic: “CHALO CHALEN SCOUT BANEN” (Poem) Class: V Subject: Urdu Teacher Name: Rizwana Abbasi Date: 08 July 2011

4 BACK GROUND (i) IBTIDAI HALAT:
Scout Tanzeem ke Bani (Founder) L.G Robert Baden Powell ( ) tha jin ko chief Scout bhi kaha jata he, London ma peda hoa. Robert Powell ne apni taleem “Charter house School” ma hasil kerne ke baad 1876 se 1910 tak British army ma Lieutenant General ke ohde per India or Africa ma kam kya. PAS MANZAR Robert Baden Powell ne 1st Aug 1907 ko Scout Tanzeem ki bunyad Brownsea Island pr aik Camp lagaya, wahan rakhi. Robert Baden Powell ne 1903 ma Africa se wapsi pr jb dekha ke unke military training manual, jis ma Scouting ke bare ma bhi likha gaya he, techers or youth organisation ma bohat maqbol ho rahi he to unho ne dunya ma amun (Peace) qaim karne, Insan ki tazeem Barhane or musibat zada logo ki madad karne k lye pehle qomi sata pr Scout Tanzeem ki bunyad rakhi jo baad ma dunya bhar ma phel gai.

5

6 THEORY (KHASOSIYAT) Scout training ke zarye nojawan nasal ki kirdar sazi hoti he. Wo her mamle ma masbat ravaiya Ikhtiyar kerne ki wajha se acche shehri (Good Citizen) bun jate hain. Scout tanzeem ne dunya ma amun (Peace) qaim karne ma ieham kirdar ada kya he. Scouting aik dosare ke kam aane ka jazba peda karti he jis ke wajha se ittehad ka jazba bedar hota he. Scout tehreek (Movement) ke zarya insan ke ezzat or azmat ki pehchan dunya ma wazeh hoi.

7 EFFECT (ASRAAT) Scouting movement ne nojawan nasal ke ander se manfi rujhan khatam krke masbat soch ko bedar kya or unke lye dunya ma tarakki ki rah hamwar ki. Pehli dosari jung-e-Azeem ho ya koi or jung , kahen selab aaya he ya zalzala, ya koi or musibat, scouts ne her mushkil zada ko mushkil se nikal kr insano or mumalik (Countries) ko tanazzuli se bachaya or amun (Peace) mohabbat or itehad ka dars aam kya hr taraf jene ki omang peda ki.

8 CONCLUSION: (HURF-E-AAKHIR)
Robert Baden Powell ne amun (peace) or mohabbat ka jo pegham dya wo dekhte hi dekhte pori dunya ma phel gaya or ab 212 mumalik (countries) ma scouting ki training de jati he, jis ki badolat insan ke es dunya ma aane ka awwalen maqsad yani aik dosare se behtareen salook ka aamali muzahira farogh pa gaya. Baqol Shair (Poet) Dar-de dil ke waste peda kya Insan ko Warna Ita’at ke lye kuch kum na thee kar-ro-bayan

9 QUIZ Scouting movement (tehreek) ke bani (Founder) ________________ hen. 2. Scout Tanzeem ki bunyad kis saal rakhi gai? a. 1905 b. 1906 c. 1907 d. 1908 Nazam “Chalo Chalen Scout banen” kis ne likhi he? a. Hafeez Jalandhri b. Saima Kamran c. Saefi Ali Azmi d. Professor Arif Ghori Scout Tanzeem ka maqsad dunya ma jang ki fiza qaim rakhna he. Sahi Ghalat

10 5. Scouting hame Ittehad or nazm-o-zabt ka sabaq deti he.
Scouts ne _________________ se khidmat ka tareeqa seekha. Scouts logon ke kam aakr apne sath sath apne _________________ ka bhi nam roshan karte hain. 8. Ab tak ___________ mumalik ma Scout tehreek farogh pa chuki he. a b. 200 c d. 212 Scout banne ke lye aik khas tarbiyat hasil kerni parti he. Scout tehreek hame dunya ma ___________ qaim karne ka peghaam deti he. Sahi Ghalat Sahi Ghalat

11 WEEKLY ACTION PLAN Name of Topic : Nazam (Poem) “Chalo Chalen Scout Banen” Teacher’s Name: Rizwana Abbasi Institute: DA Public School (O&A Levels) Subject: Urdu Class : V

12 LONG TERM GOAL Tulba ki ilmi qabliyat ko janchne or es baat ka andaza lagane ke lye ke unhe nisab kis had tak samjh ma aaya or ye ke unki taleemi dilchaspi kis had tak farogh pa chuki he, saal ma 2 dafa “Mid Term or Final Exam” lye jain ge. Ta – ke Tulba taleem ki ehmiyat se sahi maino ma ro-shnas ho saken.

13 SHORT TERM GOAL Tulba Ke nazam (Shair) parhne ka sahi andaz sikhaya jai ga. Unse mukhtalif poets ke shair bhi sunne jainge ta ke unki dilchaspi barhe. Zabani or Tehreri sawal jawab, khulase (Summary) bhi karai jai gi. Zubani – o Tehreri test lye jain ge. Her month ke aakhir ma mahana test lya jain ge.

14 INSTRUCTIONAL STRATEGIES AND TASKS
Tulba ko nazam khud bhi parhne or shair yaad kerke sunane ka moqa faraham kya jai ga. Tulba ko swalat karne ka moqa faraham kya jai ga or unke swalat ka aasan andaz ma jawab dya jai ga. Tulba ko Group discussion ka moqa faraham kya jai ga. Tulba se nazam se muta’alliq sawalat kye jain ge. Tulba ma Quiz muqabla (nazam se muta’alliq) kraya jai ga.

15 SOLUTIONS TO ANTICIPATED CHALLENGES
a. Kuch students aisa bhi ho sakte hn jin ko group discussion se nazam or poet ke bare ma kuch batain samjh na aain. a. Ma aise Students ko alag betha ke dobara nazam or poet ke bare ma aasan andaz-e-tadrees apna ke samjhaongi. b. Kuch Waldain mere Tariqa-e-Tadrees se Ikhtilaf bhi ker sakte hain. b. Ma P.T.M ma or waqtan-fa-waqtan walden ko office bulwa ke unka problem sun kr apna nuqta-e-nazar wazeh karogi or unhe satisfy karne ke koshish karongi, apna andaz-e-tadrees bhi behtar karongi. c. Mere Pas apna Computer mojod nahi ha. c. Ma school ka Computer free period ma istamal karke nazam se muta’alliq malomat hasil karke tulba tak pohanchaongi. d. Meri Principal ya section inchagre ne agar kbhi mere tariqa-e-tadrees se ikhtilaf kya to. d. Ma unki baat sun ker apna nuqta-e-nazar bhi wazeh karongi or apni ghaltiyon ko bhi durust karongi.

16 ES HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS)
NEWS LETTER ES HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS) AGLE HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS) a. Nazam “Chalo Chalen Scout Banen” ki buland khoani karwai jai gi. a. Nazam “Chalo Chalen Scout Banen” se muta’allik swalat dye jainge phir Tulba unke jawabat tehreer karenge. b. Tamam Tulba se buland khoani (reading) krwa ke unki ghaltiyon ko durust kya jaiga. b. Nazam ma mojood mushkil alfaz dye jainge jin ko tulba maine (Meaning) likhen ge (Teacher ki madad se). c. Nazam ma mojood mushkil alfaz ke matlab tulba ko bataya or samjhaya jai ge. c. Nazam ma mojood kisi “2” band ka Imla (Dictation) lya jai ga. d. Tulba se zubani sawalat kye jainge. d. Nazam ma mojood kuch alfaz ke jumle (sentences) tulba khud tehreer karenge. e. Nazam or shair (Poet) ke bare ma group discussion hogi. e. Tulba ko khulasa (Summary) samjhaya jai ga phr wo khud summary likhen ge.

17 TIME LINE NOVEMBER MARCH JANUARY SEPTEMBER
Hamd: Khuda ki Shukar Guzari + Mazmoon Navisi, Kahani Navisi, Tasveri Kahani Sabaq: “Liaqat Ali khan Darama: “Muhammad Ali + Mahavrat, Maini, Jumle Tarjuma Navisi, Mukalma Navisi, Wahid Jama NOVEMBER MARCH JANUARY SEPTEMBER Nazam: Chalo Chalen Scout Banen + Wahid Jama, Alfaz Mutazad, Khat Navisi, Mahawrat+jumla, Lesson: Allah ke Dost Nazam: Qoomi Tarana + Muzakkar Moannus, Turjuma Navisi, Mazmoon Navisi, Mukalma Navisi, Tafheem: (Comprehension) Aik Kore dan ki ap beti, Tafheem shahad ki Makkhi

18 RESOURCES (ZARAIE) Internet
2. Word Processing, Multimedia & Spread Sheets 3. Ghair Nisabi Kutub 4. Intel ® Teach program getting started course manual 5. Urdu ke Dosra Asataza Karaam 6. Akhbarat (News Paper) , Rasail

19


Download ppt "Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General."

Similar presentations


Ads by Google