Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Bibi Zehra ye dua hai Irfan Haider understandingaza.com.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
بسم اللہ الرحمٰن الرحیم السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکۃ
Aa ay mere Hussain understandingaza.com.
Ya Ghareeb Ya Hussain understandingaza.com.
Ya Zahra Shuja Rizvi‏ understandingaza.com.
Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo Shuja Rizvi‏ understandingaza.com.
Aa dekh meray Ghaazi آ دیکھ میرے غازی. آ دیکھ میرے غازی اُونچا ہے علم تیرا Aa dekh meray ghaazi ooncha hai alam tera Come see my Ghaazi (warrior) your.
Akbar do you know what you are asking from me
Kufe ka aur shaam ka manzar
SUBJECT: URDU PREPARED BY: FARHAT B. HASHMI
Action Plan Name : Rehana Parveen Institute : DA Tooba High School
UMMAT KE AFZAL TAREEN KHATOON CLASS : V SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
S.M MUJTABA RC # 6. ABOUT BOOK Moallif : Syed Safdar Hussain Hadya : Rs.5 Ahtemaam : Sheikh Ameer Ali Peshkash : Imamia publications.
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
Action Plan Miss Zahida sultana The City School gulshan jr d
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
DOSTI.
KHALQAT E BASHAR MEIN POSHIDA RAAZ
SYED ZULFIQAR ALI ZAIDI KITAB AUR ISKI AHMIAT. INFORMATION Name:Kitab aur Iski Ahmiat Taleef:Syed Zulfiqar Ali Zaidi Publisher:Al Harmain Publishers Pakistan,
MORALE IF PEOPLE CRITICISE YOU, HURT YOU, OR SHOUT AT YOU, DON’T BE BOTHERED JUST REMEMBER. “IN EVERY GAME AUDIENCE MAKE THE NOISE, NOT THE PLAYERS!!
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahri
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahhari
Leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has.
ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى الْمَسْجِدِ الْأَقْصَى الَّذِي بَارَكْنَا.
FALSAFA-E- SHAHADAT USTAAD MURTAZA MOTAHARI.
DAILY LESSON PLAN Topic:- HIKAYAAT-E-SAADI Class:- V Subject:- Urdu Name:- MS.NIGHAT GHAURI Institution:- D.A MODEL HIGH SCHOOL Ph:IV Date:- 8th July 2011.
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
Jab pareshan hui. جب پریشان ہوئی، مولا کی جماعت رن میں Jab pareshan hui, maula ki jamat ran mein At the time when Maula’s troop was anxious in the battle-field.
ACTION PLAN FOR Class iii
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
NEHJUL BALAGHA AUR HAYAT-E-IJTEMAAI
KARBALA SHINASI TAUHEED SE SHAHADAT TAK 1 -SYED SARDAR NAQVI.
حق کر گئے Haq kar gaye. حق کر گئے مادر کے ادا سارے کے سارے Haq kar gaye maadar ke ada saaray ke saaray They fulfilled all the rights their mother had.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
MUJTABA RC# 08.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
Muslim Unity Presented By: Nadir Ansari.
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
 Eid Mubarak Wishes 2018 in Hindi  Latest Eid Mubarak Images 2018  Ramadan Festival Significance  Eid Greeting Cards in Arabic.
Imam Hussain a.s wa Aashoora
خنجر تلے Khanjar Talay.
فوج اعدا میں Fauj-e-aada mein.
SMS Jokes Post.
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri IBADAT O NAMAZ AZ Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri

Tafseelat… Naam e Kitab: Ibadat O Namaz Qism: 4 Taqaareer ka Majmu’aa Muqarrir: Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri Tarjuma (Farsi se Urdu): Syed Saeed Haider Zaidi Taba e Awwal: October 2006 Taba e Chaharum: December 2010 Price: Rs. 60

Ta’aruf… Yeh Kitab Ayatullah Mutahhri ki 4 taqareer ka majmu’aa hai jo unho ne Ramazan ul Mubarak 1390 hijri (1969) Hussainia Irshad, Tehran, mai ki thin. In taqareer mai Aap ney Ibadaat o Manawiat ki Ahmiat; Khudawand e Aalam per Eman; Ibadaat K Tarbiati Asaraat; aur Amal mai Miana-Ravee Kay hawalay se guftugu ki hai.

Fehrist-e-Unwanaat(1) Pehli Taqreer Ahya Rooh e Ibadat, Yaad e Khuda Imam Jafar Sadiq(a.s.) ki aik Hadees Ruboobiat ka Awwaleen Darja – Apnay Nafs per Tasallut Doosra Darja – Nafs kay Khayalaat ka Malik Hona

Fehrist-e-Unwanaat(2) Pehli Taqreer(continued) Halat e Namaz mai Imam Sajjad(a.s.) ka Huzoor e Qalb Taqwa Bala ter Darjat

Fehrist-e-Unwanaat (3) Doosri Taqreer Haqeeqi Taur per Nazdeek Hona Majazi Taur per Nazdeek Hona Qurb e Ilahi kay Ma’ani Ibadat ka Awwaleen Asar Apnay Aap per Tasallut Ibn e Sina ka Kalam

Fehrist-e-Unwanaat (4) Doosri Taqreer(continued) Apnay Quwa e Khayal per Tasallut Dil kay liye Paighamber e Akram (saww) ki Tabeer Rooh ka Badan se Be—Niaz ho Jana Badan per Tasarruf ki Qudrat Beruni Duniya per Tasallut ki Qudrat Ali (a.s.) Bister e Shahadat Per

Fehrist-e-Unwanaat (5) Teesri Taqreer Namaz ki Ahmiat Zahid aur Soofi-Numa Loug Deen kay Baray mai Aik Ghalat Tasawwur Ali aik Jamay-us-Sifat Hasti Mard-e-Musalman ki Baa’z Numaya’an Sifaat Manawiyaat ko Khafeef na Samajhyey

Fehrist-e-Unwanaat (6) Chauthi Taqreer Ibadat aur Tarbiyat Emaan ki Taseer Ismat aur Emaan Islam - Dunya aur Akhrat ka Jamay Khuda ki Kibriyaee Ahle Khana kay Hawalay se Zimmedari

Pehli Taqreer - Khulasa ‘Ahya’ kay ma’ani – hamara aur dunya ka waqt Rooh e Ibadat yaad e Khuda hai. Fazeel bin Ayaz ka waqia: “Kia Sahiban e Emaan kay liye abhi wo waqt nahin aaya hai k in kay dil Zikr e Khuda aur Us ki taraf se nazil honay walay Haq kay liye narm ha jayen”

Pehli Taqreer – Khulasa(continued) Imam Jafar Sadiq(a.s.) ka Fazeel bin Ayaz ko jawab Uboodiat aik aesa gohar hai k is ka zahir uboodiat hai aur is ka kina, nihayat aur batin, is ki aakhiri manzil aur hadaf ruboobiat hai Ruboobiat yaani kia? Alhamdulillah e Rabbil Aalameen Nafs kay khayalaat ka malik hona – Churya ki misaal

Pehli Taqreer – Khulasa(continued) Ibadat mai tawajjo – Imam Sajjad(a.s.) ka waqia Qubooliat ka may-yaar Taqwa – Roza – Tasallut “Ae Emaan walo, namaz aur sabr (tafseer:roza) se madad lo” Bala-ter tasallut…Hazrat Ali (a.s.) aur Hazrat Esa (a.s.) ki misaal

Doosri Taqreer - Khulasa Khuda se qareeb hona – 3 Taaberain Haqiqi (Misaal..Qum) Majazi (Misaal..Qudrat-mand shaks..Mahmood..Ayaz) Khuda ki lutf o inayaat ka markaz hona Ahle Ma’arfat ki Tabeer (Kamal, Ilm, Hayat, Qudrat, Iraday…Rubobiat)

Doosri Taqreer – Khulasa(continued) Ibadat ki takrar ki gharz Ibne Sina: Insan ki ijtimayee zindagi kay liye zaroori hai k wo apnay Khuda ko pehchanta ho aur isay pehchannay kay baad mutawajjay ho k is Khuda ki janib sey insani zindagi kay liye aik aadilana qanoon maujood hai aur phir wajib aur lazim hai k ibadat ka wajood ho aur wo bhi mukarrar ho ta’akay insan ko yaad rahay k wo banda hai.

Doosri Taqreer – Khulasa(continued) Huzoor e qalb ki zarurat – dil aur classroom ki misaal Dil kay liye Paighamber e Akram ki aik Tabeer – Sahra mai ‘Per’ ki manind Hazrat Ali (a.s.) – Doran e Ibadat Teer nikalna Aagay kay Marahil Rooh ka badan se be-niaz hona Badan per tasarruf

Teesri Taqreer - Khulasa Namaz aur doosri Ibadaat mai hud se tajawuz Khuwaja Rabee bin Khaseem...Ashura.. “Waye ho us Ummat per jis ney aonay Paighamber kay farzand ko shaheed kia” Is kay mukhalif doosra groh…Ibadat be kar logon ka mashghala hai (Nauzobillah) “ Hum ba’az cheezon per Emaan Layen gay aur ba’az cheezon ka inkar karain gay” AL QURAN

Teesri Taqreer – Khulasa(continued) Hazrat Ali (a.s.) ki misaal…Tamam Sifaat ka majmoo’aa Inhiraaf - kuch le lena aur kuch chor dena Musalmaan ki ba’az Numayaan sifaat: Kuffar kay liye sakht tareen..(susti se mana kia hai) Aapas mai intihayee mehrbaan Ruku aur sujood - khushnoodi kay talabgar Sajdon ki kasrat sey Chehron pe nishan

Teesri Taqreer – Khulasa(continued) Ibadaat ka ahtraam Imam Jafar e Sadiq: “Hamari shifa’at kisi bhi soorat mai un logon ko na milay gi jo namaz ko mamooli samajhtay hain” Namaz aur rozay ko mamooli kaun samajhta hai?

Chauthi Taqreer - Khulasa Ibadat ba-taur aik ikhlaqi aur ijtimayee tarbiyati scheme Ikhlaqi masail ka mehwar ‘eesar aur fidakari’ Ijtimayee masail main adalat tamam usoolon ki ma’an Emaan – Adalat aur Ikhlaq ka pusht-panah Gunah ka dar o madar ghaflat aur yaad per, na ilm per

Teesri Taqreer – Khulasa(continued) Ismat aur Emaan – Jabr ya Ikhtiyaar? Ismat yani Emaan kay aala tareen darjay per faiz hona Khuda ki yaad – 3 darjay Mukammal Ghaflat Kabhi bedari Kabhi Ghaflat Mukammal Bedari “Wo mard jinhain karobar ya khareed o farokhtzikr e Khuda se ghafil nahin kersakti” AL QURAN

Teesri Taqreer – Khulasa(continued) Islam main Dunya aur Aakhrat Hum-rah hain Misaal: Ibadat(Namaz) main posheeda dunyawi pehlu Wuzu – Ibadatt O Pakeezgi Mubah Jagah, Libas – Huquq ul Ibaad Qibla - Uk-soyee Waqt e Mutayyan Tawajjo – Nazm O Zabt Asslam O Alaina Wa Ala Ibadillahis Sawlayheen

Teesri Taqreer – Khulasa(continued) Hazrat Ali (a.s.) – 2 sajday kiun? Ahl e Khana ki taraf hamari Zimmaydari IKHTITAAM