Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General.

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Jawab-e-Shikwa Farhat B. Hashmi D.A.M.H.S. Phase-VII Urdu Class: X
Advertisements

Mrs.Romero Newfield School Mathematics, Grade 5
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
INSTRUCTIONAL LESSON PLAN
LESSON: JIS KI MEHNAT USKI JEET (ABOUT DEPUTY NAZEER AHMED) DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic : Jis ki Mehnat Uski Jeet (Lesson)
Action Plan Name : Rehana Parveen Institute : DA Tooba High School
Name : Ms . Fatima tabassum D.A.M.H.S PH IV
Khat likhna. Unit protfolio presentation. Rabia Noor.
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
ACTION PLAN HAMD:ALLAH NE (INAYAT ALI KHAN TONKI)
Action Plan Miss Zahida sultana The City School gulshan jr d
ACTION PLAN HAMD:KHUDA KI SAN’AT (Muhammad Ismail Mirthi)
The History of Scouting. Welcome to the worlds biggest family! As a scout you are part of a family of 30 million! You are part of the world biggest youth.
Action Plan Miss Anum Arshad The City School gulshan jr d
DOSTI.
SYED ZULFIQAR ALI ZAIDI KITAB AUR ISKI AHMIAT. INFORMATION Name:Kitab aur Iski Ahmiat Taleef:Syed Zulfiqar Ali Zaidi Publisher:Al Harmain Publishers Pakistan,
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahri
Ustaad Shaheed Murtaza Mutahhari
FALSAFA-E- SHAHADAT USTAAD MURTAZA MOTAHARI.
Naat To develop love of Prophet (P.B.U.H) in the hearts of students so they love and help mankind.
DAILY LESSON PLAN Topic:- HIKAYAAT-E-SAADI Class:- V Subject:- Urdu Name:- MS.NIGHAT GHAURI Institution:- D.A MODEL HIGH SCHOOL Ph:IV Date:- 8th July 2011.
1. SYEDA ZAHRA JABEEN Lecturer, Dept. of Urdu D.A College for women Ph- 8 July 10 th,2011.
ACTION PLAN Gulshan Boys Campus Prepared by: Ms. Rizwana Imtiaz.
Mrs. Huma Kashif DAPS ‘O & A levels’ Seaview G.Science, Grade III
HIRAGANA by number of strokes Images from:
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
NEHJUL BALAGHA AUR HAYAT-E-IJTEMAAI
Action plan MRS. ZAHIDA THE CITY SCHOOL HISTORY, GRADE 9.
Ms.Samina Javed The City School Mathematics,Grade 5
INSTRUCTIONAL LESSON Nazam jaga jaga Pakistan
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
LORD ROBERT BADEN-POWELL
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Scouting in the World Виртуальная экскурсия
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
خنجر تلے Khanjar Talay.
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

Nickname: B-P Place of birth: Paddington, London, England Place of death: Nyeri, Kenya Service/branch: British Army Years of service: 1876–1910 Rank: Lieutenant-General Commands Chief of Staff, Second Matabele War (1896–1897), 5th Dragoon Guards in India (1897), Inspector General of Cavalry, England (1903) Battles/wars Anglo-Ashanti Wars, Second Matabele War, Siege of Mafeking, Second Boer War Awards Ashanti Star (1895), Matabele Campaign, British South Africa Company Medal (1896),[Queen's South Africa Medal (1899), King's South Africa Medal ( 1902),Boy Scouts Silver Wolf Boy Scouts Silver Buffalo Award (1926), World Scout Committee Bronze Wolf (1935), Order of Merit (1937), Wateler Peace Prize (1937), Order of St Michael and St George, Royal Victorian Order, Order of the Bath Other work: Founder of the international Scouting Movement; writer; artist

NAZAM (Poem) : CHALO CHALEN SCOUT BANEN DAILY LESSON PLAN INSTRUCTIONAL LESSON Name of Topic: “CHALO CHALEN SCOUT BANEN” (Poem) Class: V Subject: Urdu Teacher Name: Rizwana Abbasi Date: 08 July 2011

BACK GROUND (i) IBTIDAI HALAT: Scout Tanzeem ke Bani (Founder) L.G Robert Baden Powell (1857-1941) tha jin ko chief Scout bhi kaha jata he, London ma peda hoa. Robert Powell ne apni taleem “Charter house School” ma hasil kerne ke baad 1876 se 1910 tak British army ma Lieutenant General ke ohde per India or Africa ma kam kya. PAS MANZAR Robert Baden Powell ne 1st Aug 1907 ko Scout Tanzeem ki bunyad Brownsea Island pr aik Camp lagaya, wahan rakhi. Robert Baden Powell ne 1903 ma Africa se wapsi pr jb dekha ke unke military training manual, jis ma Scouting ke bare ma bhi likha gaya he, techers or youth organisation ma bohat maqbol ho rahi he to unho ne dunya ma amun (Peace) qaim karne, Insan ki tazeem Barhane or musibat zada logo ki madad karne k lye pehle qomi sata pr Scout Tanzeem ki bunyad rakhi jo baad ma dunya bhar ma phel gai.

THEORY (KHASOSIYAT) Scout training ke zarye nojawan nasal ki kirdar sazi hoti he. Wo her mamle ma masbat ravaiya Ikhtiyar kerne ki wajha se acche shehri (Good Citizen) bun jate hain. Scout tanzeem ne dunya ma amun (Peace) qaim karne ma ieham kirdar ada kya he. Scouting aik dosare ke kam aane ka jazba peda karti he jis ke wajha se ittehad ka jazba bedar hota he. Scout tehreek (Movement) ke zarya insan ke ezzat or azmat ki pehchan dunya ma wazeh hoi.

EFFECT (ASRAAT) Scouting movement ne nojawan nasal ke ander se manfi rujhan khatam krke masbat soch ko bedar kya or unke lye dunya ma tarakki ki rah hamwar ki. Pehli dosari jung-e-Azeem ho ya koi or jung , kahen selab aaya he ya zalzala, ya koi or musibat, scouts ne her mushkil zada ko mushkil se nikal kr insano or mumalik (Countries) ko tanazzuli se bachaya or amun (Peace) mohabbat or itehad ka dars aam kya hr taraf jene ki omang peda ki.

CONCLUSION: (HURF-E-AAKHIR) Robert Baden Powell ne amun (peace) or mohabbat ka jo pegham dya wo dekhte hi dekhte pori dunya ma phel gaya or ab 212 mumalik (countries) ma scouting ki training de jati he, jis ki badolat insan ke es dunya ma aane ka awwalen maqsad yani aik dosare se behtareen salook ka aamali muzahira farogh pa gaya. Baqol Shair (Poet) Dar-de dil ke waste peda kya Insan ko Warna Ita’at ke lye kuch kum na thee kar-ro-bayan

QUIZ Scouting movement (tehreek) ke bani (Founder) ________________ hen. 2. Scout Tanzeem ki bunyad kis saal rakhi gai? a. 1905 b. 1906 c. 1907 d. 1908 Nazam “Chalo Chalen Scout banen” kis ne likhi he? a. Hafeez Jalandhri b. Saima Kamran c. Saefi Ali Azmi d. Professor Arif Ghori Scout Tanzeem ka maqsad dunya ma jang ki fiza qaim rakhna he. Sahi Ghalat

5. Scouting hame Ittehad or nazm-o-zabt ka sabaq deti he. Scouts ne _________________ se khidmat ka tareeqa seekha. Scouts logon ke kam aakr apne sath sath apne _________________ ka bhi nam roshan karte hain. 8. Ab tak ___________ mumalik ma Scout tehreek farogh pa chuki he. a. 199 b. 200 c. 210 d. 212 Scout banne ke lye aik khas tarbiyat hasil kerni parti he. Scout tehreek hame dunya ma ___________ qaim karne ka peghaam deti he. Sahi Ghalat Sahi Ghalat

WEEKLY ACTION PLAN Name of Topic : Nazam (Poem) “Chalo Chalen Scout Banen” Teacher’s Name: Rizwana Abbasi Institute: DA Public School (O&A Levels) Subject: Urdu Class : V

LONG TERM GOAL Tulba ki ilmi qabliyat ko janchne or es baat ka andaza lagane ke lye ke unhe nisab kis had tak samjh ma aaya or ye ke unki taleemi dilchaspi kis had tak farogh pa chuki he, saal ma 2 dafa “Mid Term or Final Exam” lye jain ge. Ta – ke Tulba taleem ki ehmiyat se sahi maino ma ro-shnas ho saken.

SHORT TERM GOAL Tulba Ke nazam (Shair) parhne ka sahi andaz sikhaya jai ga. Unse mukhtalif poets ke shair bhi sunne jainge ta ke unki dilchaspi barhe. Zabani or Tehreri sawal jawab, khulase (Summary) bhi karai jai gi. Zubani – o Tehreri test lye jain ge. Her month ke aakhir ma mahana test lya jain ge.

INSTRUCTIONAL STRATEGIES AND TASKS Tulba ko nazam khud bhi parhne or shair yaad kerke sunane ka moqa faraham kya jai ga. Tulba ko swalat karne ka moqa faraham kya jai ga or unke swalat ka aasan andaz ma jawab dya jai ga. Tulba ko Group discussion ka moqa faraham kya jai ga. Tulba se nazam se muta’alliq sawalat kye jain ge. Tulba ma Quiz muqabla (nazam se muta’alliq) kraya jai ga.

SOLUTIONS TO ANTICIPATED CHALLENGES a. Kuch students aisa bhi ho sakte hn jin ko group discussion se nazam or poet ke bare ma kuch batain samjh na aain. a. Ma aise Students ko alag betha ke dobara nazam or poet ke bare ma aasan andaz-e-tadrees apna ke samjhaongi. b. Kuch Waldain mere Tariqa-e-Tadrees se Ikhtilaf bhi ker sakte hain. b. Ma P.T.M ma or waqtan-fa-waqtan walden ko office bulwa ke unka problem sun kr apna nuqta-e-nazar wazeh karogi or unhe satisfy karne ke koshish karongi, apna andaz-e-tadrees bhi behtar karongi. c. Mere Pas apna Computer mojod nahi ha. c. Ma school ka Computer free period ma istamal karke nazam se muta’alliq malomat hasil karke tulba tak pohanchaongi. d. Meri Principal ya section inchagre ne agar kbhi mere tariqa-e-tadrees se ikhtilaf kya to. d. Ma unki baat sun ker apna nuqta-e-nazar bhi wazeh karongi or apni ghaltiyon ko bhi durust karongi.

ES HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS) NEWS LETTER ES HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS) AGLE HAFTE CLASS MA PARHAIE JANE WALE MOZO-AAT (TOPICS) a. Nazam “Chalo Chalen Scout Banen” ki buland khoani karwai jai gi. a. Nazam “Chalo Chalen Scout Banen” se muta’allik swalat dye jainge phir Tulba unke jawabat tehreer karenge. b. Tamam Tulba se buland khoani (reading) krwa ke unki ghaltiyon ko durust kya jaiga. b. Nazam ma mojood mushkil alfaz dye jainge jin ko tulba maine (Meaning) likhen ge (Teacher ki madad se). c. Nazam ma mojood mushkil alfaz ke matlab tulba ko bataya or samjhaya jai ge. c. Nazam ma mojood kisi “2” band ka Imla (Dictation) lya jai ga. d. Tulba se zubani sawalat kye jainge. d. Nazam ma mojood kuch alfaz ke jumle (sentences) tulba khud tehreer karenge. e. Nazam or shair (Poet) ke bare ma group discussion hogi. e. Tulba ko khulasa (Summary) samjhaya jai ga phr wo khud summary likhen ge.

TIME LINE NOVEMBER MARCH JANUARY SEPTEMBER Hamd: Khuda ki Shukar Guzari + Mazmoon Navisi, Kahani Navisi, Tasveri Kahani Sabaq: “Liaqat Ali khan Darama: “Muhammad Ali + Mahavrat, Maini, Jumle Tarjuma Navisi, Mukalma Navisi, Wahid Jama NOVEMBER MARCH JANUARY SEPTEMBER Nazam: Chalo Chalen Scout Banen + Wahid Jama, Alfaz Mutazad, Khat Navisi, Mahawrat+jumla, Lesson: Allah ke Dost Nazam: Qoomi Tarana + Muzakkar Moannus, Turjuma Navisi, Mazmoon Navisi, Mukalma Navisi, Tafheem: (Comprehension) Aik Kore dan ki ap beti, Tafheem shahad ki Makkhi

RESOURCES (ZARAIE) Internet 2. Word Processing, Multimedia & Spread Sheets 3. Ghair Nisabi Kutub 4. Intel ® Teach program getting started course manual 5. Urdu ke Dosra Asataza Karaam 6. Akhbarat (News Paper) , Rasail