Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan

Slides:



Advertisements
Similar presentations
Khush raho!.
Advertisements

WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
WELCOME Zara sochie… Zara sochie… Aaj hum kahan hain? Aur mehatvpurna yeh hai ki Kal kahan hona chahte hai…..…? Yaad rakhiye… Aapke Shesh jeevan ka aaj.
Aa ay mere Hussain understandingaza.com.
ARZ HAI !! Jeevan me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!! (1) Dimag me Ice factory. (2) Zuban par Sugar factory. (3) Dil me Love factory. Phir life.
SYED ZULFIQAR ALI ZAIDI KITAB AUR ISKI AHMIAT. INFORMATION Name:Kitab aur Iski Ahmiat Taleef:Syed Zulfiqar Ali Zaidi Publisher:Al Harmain Publishers Pakistan,
Daily Lesson Plan Unwan : Kehna Baron ka mano Jamat : Panjam
CORPORATE BUSINESS PRESENTATION © Copyright
Santa Singh has answered 12 out of the 15 questions correctly and has used all his lifelines except for - "50-50" and "Phone a Friend". Santa Singh.
Child Domestic Labor Awareness Campaign Concepts.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
Jab pareshan hui. جب پریشان ہوئی، مولا کی جماعت رن میں Jab pareshan hui, maula ki jamat ran mein At the time when Maula’s troop was anxious in the battle-field.
IQBAL MASHRIQ KA BULAND SITARA By REHBAR E MOAZZAM SYED ALI KHAMENEI.
G URU … MOVIE BY MANI RATNAM…. G URU ?? Hindi word which means: A teacher …. Important facts to be noted: Not highly educated. But has his own vision.
Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai, Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai.
DOES EMPTINESS MEANS MISSING UR LOVED ONE BADLY!!!!!!!!
HINDI LEARNING CLASSES
Hindi Learning : Day 2.
HOTELS Common words Enquiry Services Complaints. COMMON WORDS HOTEL- Yes. Its called hotel in hindi too. Room- kamraa Bed- bistar/palang Mattress- gadda.
Hindi learning classes Day - 3. Numbers from 0 to Shunya 1 – Ek 2 – Do 3 – Teen 4 – Chaar 5 – Paanch 6 – Chhuh 7 – Saat 8 – Aath 9 – Nau Numbering.
HRELATE.COM Jane Chronic Fatigue Syndrome Ke Lakshan aur Rahe Swasth.
HRELATE.COM Weight Loss Exercises in Hindi: Vyayam Se Kam Kare Vajan.
HRELATE.COM Cloves Benefits in Hindi: Anmol Guno Se Bharpur Hai Laung.
HRELATE.COM Hair Fall Treatment in Hindi – Baalo Ka Jhadna Roke.
Exercise During Period, Masik Dharm mai Vyayam
HRELATE.COM Cervical Cancer Symptoms in Hindi: Mahilao Mai Iske Karan.
HRELATE.COM Fat Loss Tips in Hindi: Jane Charbi Ghatane Ke Aasan Tarike.
HRELATE.COM Acne Scar Removal in Hindi: Chehre Ke Daag Dhabbe Hataye.
HRELATE.COM Naturopathy for Weight Loss: Prakratik Tarike se Vajan Ghataiye.
Epsom Salt in Hindi: Swasth ke liye Faydemand Sendha Namak
HRELATE.COM Rajma Benefits In Hindi: Jane Iske Swasthvardhak Gun.
Home Remedies for Muscle Pain: Manspeshiyo ke Dard mai Aaram HRELATE.COM.
Janiye Foods to Eat to Get Pregnant se Judhe Kuch Tathye
HRELATE.COM Natural Beauty Tips in Hindi: Prakratik Tariko Se Dikhe Sundar.
Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi: Muhaso Se Paye Nijad
Janiye Natural Energy Boosters Se Jude Jaruri Tathaye HRELATE.COM.
Kyun Kya chal raha hai?? Theek se kaam kar rahe ho na.
HRELATE.COM Artery Cleansing Food: Aahar Jo Dhamniyo Ko Rakhenge Saaf.
HRELATE.COM Fast Food Khane se Dimaag Par Padta Hai Yeh Prabhav.
Thumb Pain: Janiye Anguthe ke Dard ka Treatment aur Causes
HRELATE.COM Walking Benefits in Hindi – Acche Swasth Ke Liye Roj Chale.
Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.
Baba Ramdev Beauty Tips, Inn Tariko se Dikhiye Sundar HRELATE.COM.
Janiye Benefits of Oats for Skin se Jude Kuch Tathaye HRELATE.COM.
HRELATE.COM Vitamin D Deficiency- Jane Iske Pramukh Lakshan.
Egg Face Pack in Hindi, Ande se Paye Khubsoorti
Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.
HRELATE.COM Prakritik Roop se Bacche ki Rangat Nikhare.
Baldness Treatment in Hindi, Ganjepan ka Ilaj HRELATE.COM.
Latest Bhojpuri Sms. छोट लोग पइसा पइसा करेला बड़ लोग टाइम टाइम. महान लोग रास्ता बनावेला छोटका लोग बस पाछा पाछा चल देला कामकाजी लोग एसएमएस करेला निकम्मा
{ General Funny Jokes m.happie.jetlabs.happie.
HRELATE.COM Home Remedies for Weight Loss Se Ghataye Apna Vajan.
HRELATE.COM Janiye Migraine Symptoms in Hindi Aur Iske Karan.
Healthy Food for Kids: Baccho Ke Liye Sehatmand Aahar
Improve Eyesight Naturally, Swasth Aankhon ka Raaz HRELATE.COM.
HRELATE.COM Home Remedies for Yeast Infection: Iss Sankraman Ke Upaye.
HRELATE.COM Dry Fruits Benefits -Sukhe Meve Se Rakhe Sehat Ka Khayal.
HRELATE.COM Onion Juice for Dandruff: Pyaj Ke Ras Se Dur Kare Balo Ki Rusi.
HRELATE.COM Home Remedies for Hives: Paiye Aasan Treatment Ghar Par.
PCOS Treatment in Hindi, Mahilao ki Samasya ka Ilaaj HRELATE.COM.
HINDI LEARNING CLASSES
Brief : Shopclues Seller On-Ground Activation
Maggi Noodles Side Effects: Sehat ke Liye Nuksandayak
WEL COME TO PART-II SECURE FUTURE INDIA PART-I SECURITY FOR YOU & YOUR
Satta Matka Tricks Zone tips formula number chart scheme SATTA MATKA, SATTAMATKA, SATTA MATKA 143, SATTA KING, SATTAKING, SATTA MATKA KING, KALYAN MATKA.
RAJYOGA MEDITATION day 7 SECRETS OF GITA & THE “MURLI”
SKILLS COMMUNICATION Dr. Divya Assistant Professor of English
خنجر تلے Khanjar Talay.
(You are the light of the world)
Blogspacer.com Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain.
Presentation transcript:

Brain Fever Symptoms in Hindi: Jane Dimagi Bukhar Ke Lakshan HRELATE.COM

Aaj ke samay mai har vyakti kisi na kisi bimari se joojh raha hai aur iska karan hai chinta, tanav, dushit vatavaran, aniyamit khanpan aadi. Ek accha swasth sabse adhik mulyavan hota hai. lekin kai prakar ki bimariya hamare swasth ke liye khatra utpanna kar deti hai. Inhi ghatak bimariyo mai se ek hai mastishk jwar yani dimagi bukhar. Dimagi bukhar, mastishk par hone wala ek aesa sankraman hai jo ki kariban 2 laakh logo mai se 1 aadmi mai paya jata hai. Yeh sankraman adhiktar baccho, bujurgo aur jinki rog pratirodhak kshamta kam hoti hai unme paya jata hai. Mastishk jwar ko English mai Encephalitis kaha jata hai. Vyaktiyo mai iss bukhar ke hone se mastishk mai sujan aur tej bukhar aa jata hai. Iske hone ke kai karan hote hai jaise vishanu, hanikarak chemical, parjivi aadi. Iske atirikt Viral Encephalitis bhi iska piche ka mukhya karan hota hai. Isliye bukhar aane par chikitsak ko bina der kiye dikhana chahiye. Dimagi bukhar ke lakshano ke bare mai janne ke liye aaiye padhe Brain Fever Symptoms in Hindi aur inhe jankar kare iska sahi ilaj. hrelate.com

Brain Fever Symptoms in Hindi: Dimagi Bukhar Ke Lakshan, Karan aur Upchar hrelate.com

Dimagi Bukhar Ke Lakshan Dimagi bukhar aksar barsat ke mosam mai bahut hota hai. Iske hone se vyakti ko pehle sharir mai bukhar aata hai fir yeh bukhar sar tak pahuch jata hai. Aese mai vyakti behki-behki bate bhi karne lagta hai. Aesa isliye hota hai kyonki bukhar vyakti ke mastishk par havi ho jata hai. Isliye jab bhi kisi ko bhi iss tarah ke lakshan dikhai de turant chikitsak ki salah leni chahiye. Dimagi Bukhar Ke Lakshan Dimagi bukhar ke hone se koun-koun se lakshan dekhne ko milte hai? Janne ke liye yaha padhe Symptoms of Brain Fever. Sar mai dard hona Maspeshiyo mai kamjori mehsus hona Hemiparesis- Sharir ke sabhi bahari ango mai kamjori mehsus hona. Matli ya ulti lagna Gardan, peeth aur kandho mai akadan Tej bukhar aur thand lagna hrelate.com

Koi bhi decision lene mai asahajta ya pareshani hona Dimagi bukhar hone par vyaktiyo ki mansik sthiti mai bhi parivartan hote hai. Jaise Koi bhi decision lene mai asahajta ya pareshani hona Drowsiness-Kabhi bhi accha mehsus na hona aur boriyat lagna Chidchidapan Aalas aur mansik sthti sahi na hona Poor Responsiveness-Kisi bhi kam ko sahi se na kar pana, mood ka change hona Sochne aur samajhne ki kshamta kam ho jana hrelate.com

Dimagi Bukhar Aane Ke Karan Mastishk jwar logo ko kai prakar ke vishanuo jaise rabbis virus, harpies simplex polio virus, khasre ka vishanu, aur choti chechak ka vishanu aadi dimagi bukhar ka karan hota hai. Dimagi bukhar hone par kuch logo ke mastishk mai sujan ho jati hai. Aur yeh sujan kisi bhi ghatak vishnau ke sankraman se hota hai. Ghatak vishanu jaise japanis Encephalitis virus, st lucie virus, West Nile virus aadi virul Encephalitis ke pramukh karan hote hai. Jivanu Encephalitis ek bahut ghatak sankraman ke karan hota hai. Encephalitis mukhyatah do prakar ka hota hai Primary Encephalitis aur secondary Encephalitis. Prathmik Encephalitis mai vishanu ya anya sankarmak vahak sidhe mastishk ko prabhavit karte hai jisse sankraman ek shetra mai rehta hai. Aur dusare prakar ke Encephalitis tab hota hai jab hamari rog pratiroshak kshamta kamjor pad jati hai aur yeh vishanu hamare mastishk ki swasth koshikao par aakraman kar deti hai. hrelate.com

Dimagi Bukhar Dur Karne Ke Upchar Brain Fever Treatment ki sahayta se aap dimagi bukhar ko dur kar sakte hai. Yeh upchar aapko bukhar se ladne ke liye sabhi madadgar aur sahayak dekhbhal (rest, nutrition’s, fluids) pradan karega jisse aap iss dimagi bukhar se ladne ke liye saksham ho payenge. Sath hi mansik rup se kamjor ho chuke logo ke liye bhi yeh upay kargar sabit rahenge. Davaiyo mai pramukh hai. Antibiotic dawaye- Jab bukhar kisi bhi prakar ke bacteria ki wajeh se hota hai tab yeh dawa lee jati hai. Anti-seizure dawaye- Dimagi bukhar ki wajeh se padne wale dore ko rokne ke liye. Steroids jaise dexamethasone- Yeh mastishk ki sujan ko rokne ke liye lee jati hai. Sedatives- Vyaktiyo ko hone wale chidchidepan aur bechaini ke ilaj ke liye. Acetaminophen- Bukhar aur sar dard ko dur karne ke liye. Upar aapne Brain Fever Symptoms in Hindi aur iske karno ke bare mai jana. Yadi aap ya fir aapke aaspas kisi ko bhi iss bukhar ke lakshan dikhai de rahe hai to chikitsak ki salah aur uchit upchar se iss ghatak bimari se bache. hrelate.com