Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he

Similar presentations


Presentation on theme: "Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he"— Presentation transcript:

1 Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he
Nazim Party understandingaza.com

2 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

3 Ek giryae khuni ki, jaati hi nahin laali Sajjad ki aankhon ko dekha hi nahin khaali Ya khoon he ankhon mein (x2) Ya Shaam ka manzar he The tears of blood that were cried have still left its redness Sajjad’s eyes are never empty  Either there is blood in his eyes Or the scenes of Shaam understandingaza.com

4 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

5 Has she seen a body hanging on the doors of Kufa?
Latka dare kufa par, dekha he koi laasha Kyun chauk se mehmil ki, Zainab ne he sar maara Har waqt lahoo se kyun (x2) Zainab ki jabi tar he Has she seen a body hanging on the doors of Kufa? Why is Zainab hitting her head on the frame of the carrier Why is the forehead of Zainab Always filled with blood? understandingaza.com

6 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

7 What are these tears and what is this matam?
Ye shoro bukaa kya he, Maatam ki sada kya he Tawheed bachaaye jo, who karbobala kya he Ye he sare sarwar ya (x2) Zainab teri chaadar he What are these tears and what is this matam? What is the Karbala that has saved Tawheed?  It is either the head of I. Hussain (AS) Or your head covering, Zainab understandingaza.com

8 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

9 There were merciless slaps And the daughter of I. Hussain (AS)
Ye Shaame Gharibaan se, pur haul bayabaan tak Bazaar se kufa tak, darbaar se zindaan tak Be rehm tamaache he (x2) Aur shah ki dukhtar he From Shame Gharibaan to her grave From the markets to Kufa, From the courtyard to the prison There were merciless slaps And the daughter of I. Hussain (AS) understandingaza.com

10 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

11 Takrati he sar apna jaaye to kahaan jaaye Masoom Sakina ko, ghash aaye ke maut aaye Uske liye zindaan me (x2) Bas khaak ka bistar he She constantly bangs her head, where could she go? The innocent Sakina, whether she faints or dies It is only a bed of sand  For her in the prison understandingaza.com

12 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

13 Woh qalb the kaise jo, jaan legayi sarwar ki
 Pathar to who hai jisne, pathar ki haya rakhi Ai sange halab tujhko (x2) Kaise kahun pathar he What kind of a heart did he have, who killed I. Hussain  A stone is that who keeps his respect as a stone  Oh the stone of Halab,  How can I even call you a stone understandingaza.com

14 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

15 Jo barh ke har ek durra, khud pusht pe khaati he Khood khoon me nahati he, Zainab ko bachaati he Haa ye he wohi fizza (x2) Qambar ki jo hamsar he The one who forwards herself to take the torture instead She covers herself in blood to protect Zainab  Yes this is Fizza The likes of Qambar understandingaza.com

16 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

17 Kyun haaye hussaina ka, eik shor sa uthta he Sar ghazi ka neze se, kyun khaak pe girta he Ghaazi ki behen shayad (x2) Balwe me khule sar he Why is there a cry of Oh Hussain rising? Why is the head of Abbas falling from the spear?  Perhaps it is because Abbas’ sister Is in the open without her covering understandingaza.com

18 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

19 It is the mother of Akbar
Maqtal me khuda jaane, kya cheen liya iska Ik haath kaleje par, rehta he bhara jis ka Lagta he mujhe shayad (x2) Ye maadare Akbar he In the battlefield, god knows what was taken away from her One hand of hers is always on her heart  I feel like perhaps It is the mother of Akbar understandingaza.com

20 The markets, the stones and the uncovered Zainab
Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he Har zakhm pe shukrana (x2) Zainab ke labon par he The markets, the stones and the uncovered Zainab For every wound Zainab is grateful to the Lord understandingaza.com

21 And the second that was hidden is the Karbala of Zainab
Eik karbobala awwal, eik karbobala aakhir Kehte he naveed jis ko, Shabbir jo hai zaahir
 Aur jo pasay parda he, who Zainabe muztar he There was the first Karbala, and then the second Karbala  The Karbala that was manifest was that of Shabbir’s And the second that was hidden is the Karbala of Zainab understandingaza.com


Download ppt "Bazar he Pathar he Zainab ka Khula sar he"

Similar presentations


Ads by Google