Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo Shuja Rizvi‏ understandingaza.com.

Similar presentations


Presentation on theme: "Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo Shuja Rizvi‏ understandingaza.com."— Presentation transcript:

1 Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo Shuja Rizvi‏ understandingaza.com

2 Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

3 He samne imam ke karbobala tamam Ghaibat mein subho inki guzarti he misle sham Sadiyon se ro raha he mera aakhri imam understandingaza.com In the eyes of the Imam is the whole of Karbala His mornings in occultation, are similar to shaam My last Imam has been crying for many years

4 Purse mein jo bhi haq he wohi haq ada karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Give him all his rightful condolences In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

5 Ruwe wafa shajar mein mawaddat kali kali Kauno makaan mein dhoom machado ali ali Majlis ho shehr shehr mein matam gali gali understandingaza.com The tree seeded with loyalty will have love in every flower Create an uproar in every place with the name of Ali Every city should have a Majlis and every alley should be doing Matam

6 Lekin who taziyat ka fariza ada karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Do everything it takes to offer his right of condolences In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

7 Paya na chain kuchh dile zahra ke chain ne Asghar ki qabr khodi shahe mashreqain ne Ponchhe he zulfiqar ke aasnu hussain ne understandingaza.com The peace of Zahra (Imam Hussain) never found peace The master of the East and West dug the grave of baby Asghar Hussain wiped the tears of Zulfiqar

8 Maula ke is jahaad ka kuchh tazkira karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Mention this fight of Hussain In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

9 Bachhi jise ke ankh bhigone nahin diya Zindan ki zameen pe sone nahin diya Khul kar kabhi Yazeed ne rone nahin diya understandingaza.com That girl who never got to wet her eyes She never got to sleep on the floor of the prison Yazeed never let her cry openly

10 Unchi sada se bachhi pe girya kiya karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Cry loudly for this little girl In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

11 Guzri he kya ye puchho to chhothe imam se Ki ibteda safar ki jo jalte khayam se Phuphiyon ko leke guzre hein bazaare sham se understandingaza.com What has befallen, ask the fourth Imam He started his journey when the tents were burning He went with his aunts to the markets of Shaam

12 Pursa jo do to shaam ka bhi tazkira karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com When you give condolences, talk about Shaam In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

13 Noke sina pe shah ka sar sham sham sham Zahra ki betiyon ka safar sham sham sham Darbar ka woh sathwa dar sham sham sham understandingaza.com The head of the Imam on the spear head, Sham sham sham The journey of the daughters of Zahra, Sham Sham Sham The seventh door of the courtyard, Sham Sham Sham

14 Har subho sham sham ka matam kiya karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Every morning and evening, do the matam of Sham In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

15 Sadiyon se aarahi he sada shoro shein ki Gardan jahaan pe kati gayi noore ain ki Bethi wohi zamin pe ma he hussain ki understandingaza.com These cries have been alive for generations The place where the neck of Imam was cut The mother of Hussain is sitting there

16 Qayim raho zaroor ye dil se dua karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Pray for the life of this message In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night

17 Nohe qamar likhe to bari baat ye nahin Makhlooq sabhi sune to bari baat ye nahin Dunya jo daad de to bari baat ye nahin understandingaza.com It isn’t a big acheivement for Qamar to write these words It isn’t a big achievement if all creations listen to it It isn’t a big achievement if the world addresses it

18 Peshe Imame asr bayaan mein ziya karo Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo Har shab mein tum imam se baatein kiya karo understandingaza.com Increase the gift of words that you can give the Imam of the time In his loneliness, give him the condolences of Hussain Talk to the living imam every night


Download ppt "Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo Shuja Rizvi‏ understandingaza.com."

Similar presentations


Ads by Google