Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta.

Similar presentations


Presentation on theme: "Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta."— Presentation transcript:

1 Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta tha, na uth saka jo janaza behen ka bhai se to ro ke bête se sajjad phir ye kehne lage When suddenly there was an uproar in the prison, everyone’s faces were troubled, and the brother reached near his sisters body, his hands were tied and his body was trembling with the chains, he couldn’t lift the body of his sister and he cried and said www.understandingaza.com

2 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com Zanjeer uthao tum meri Aur uski laash uthaaoun mein You lift my chains and I will lift her body Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister

3 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com

4 Dada ne bari mazloomi mein tha dadi ko dafnaya Lekin woh madina tha baqir aur ye he des paraya Is chaar baras ki dukhyara ko ghurbat ko kahaan dafnaoun mein My grandfather was very oppressed when he had to bury my grandmother But that was madinah but this isn’t our city How can I bury this troubled 4 year old girl in this strange land? www.understandingaza.com

5 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com

6 Jab tumko rihai miljaye phuphiyon ko watan pohnchana Rehlenge yahin hum bhai behen tum qafla ghar lejana Dafnate huwe is bachhi ko zindaan mein agar marjaoun mein When you are set free make sure you take your auntys back to the country The two of us will stay here and you take the caravan hom If I die while I am trying to bury her in this prison www.understandingaza.com

7 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com

8 Donon ko juda me kaise karun himmat hi nahin ye meri He baap ke sar se lipti huwi bejaan ye aap ki beti Kya saath sakina ke baba sar aap ka bhi dafnaaoun mein How can I separate the two of you, I don’t have the strength to Your daughter is holding her father’s head so tight Shall I just bury your head with her, oh father? www.understandingaza.com

9 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com

10 Taweeze lehd ko band kiya aabid ne yeh kehkar akbar Kehdo ye haram se ay baqir sab roein yahan par aakar Turbat par chirakne ki khatir ab paani kahaan se laaoun mein Abid closed the grave and said “Akbar” Tell everyone to come and cry here But where will I get water to pour on the grave from? www.understandingaza.com

11 Kar madad meri baqir beta hamsheer ki qabr banaun mein Baqir my son, help me so that I can make a grave for my sister www.understandingaza.com


Download ppt "Zindaan mein jab ye shor utha, Alam se dard tha us dam har ek ka chehra, qareebe lashae ham sheer bhai jab pohoncha, bandhe the haath badan tauq se larazta."

Similar presentations


Ads by Google