Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Beeswi Sadi Ki Islami Tehriken

Similar presentations


Presentation on theme: "Beeswi Sadi Ki Islami Tehriken"— Presentation transcript:

1 Beeswi Sadi Ki Islami Tehriken
Talif : Ustad Shaheed Murataza Mutahari Publisher : Danishgah-e-ulume Islami

2 Contents of Presentation
Overview Islah kia ha Islami tarikh me islahi tehrikain Ahle Sunnat Arbi musliheen Arab dunya me islahi lehron ki kami or Sunni ulma ka taharik ki qayadat na krna Allama Iqbal (Ahle Sunnat ghair-Arbi muslah) Ahle Tashayo ki islahi tehriken Irani Islami tehriken

3 Overview Is kitab me aslan un tehrikon ka zikir kia gya ha jo Biswi sadi eswi me shuru huen or jinka maqsd logon ki Islami islah krna tha. Chunache ‘Is’lah’ or ‘Mus’lih’een’ par mufassil guftugu ki gae hai or mukhtalif tehrikon, khususan Islami Inqilab Iran ka behtrin khaka khaicha gya ha.

4 Islah kia ha Islah ki zid : fasad Quran-e-Majeed me islah ka zikr:
Islah ka mtlb, “Nazm-o-baqaidgi peda krna” Islah ki zid : fasad Quran-e-Majeed me islah ka zikr: * Do afrad ke drmyan * Khandani satah pr * Mu’ashrti satah pr(Musannif ke pesh-e-nazr) Quran ke nazdik Peghambar muslah hyn

5 Islah kia ha Quran ke nazdik munafiq maslahaten, isalah ke nam pr fasad! Islah, Islam ki rooh ha! Har khidmat islah ni hti! Mola Ali(a.s) ke nazdik islah (Pg#3) Imam Hussain(a.s) ke nazdik islah (Pg#4)

6 Muslah ki kamyabi ki sharait
Farameen-e-Khuda ki taid o himayat krna Tin omoor se bchna: * Masan’a(Ahtiat baratna) * Maz’ar’a(Mushahibat) * Lalach ki ghlami

7 Islami tarikh me Islahi tehriken
Islami tehriken jamud ka shkar rahein Mujaddid ka tasawur Islahi tehrikon ki maqsad ke lihaz se iqsam: * Islah ki arr me fasad * Fikri tehriken * Ijtmai tehriken * Fikri or ijtami (donon)

8 Ahl-e-Suunat Arbi Muslaheen: Syed Jamal-ud-Din
Ek fikri or ijtami tahrik ke bani Islami or ghair Islami mumalik ke doray Unke nazdik androni istabdad or beruni ista’mar, do aham burayan Islah ki pehli shart, bad-unwani ko khtm krna Phr musalmanon me ittehad peda krna Syed ki khusoosiaat

9 Ahl-e-Suunat Arbi Muslaheen: Shaikh Mohammad A’bdah
Syed Jamal ke shagird Unki tawajja ka mahwar…. Apni zimmedarian Alim-e-Din ki hasiat se mahsus kien Islam ko ek maktab-e-fikr or rahnuma nazarye ka mamba sabit krna Syed Jamal se mukhtalif

10 Arab dunya me islahi lehron ki kami or sunni ulma ka qyadat na krna
Kyun digar tehriken nojawanon ko mutawajja krne me kamyab huen? Is kamyabi ki do wojuhat: *wahabiat ka parchar *Hanbli aqaid ke mukalifon ke khilaf jihad Paband rohaniat!

11 Allama Iqbal (Ahle Sunnat ghair-Arbi muslah)
Iqbal ki khobian * Maghribi dunya ki tehzib ka wasi elm * Maghrib ki mehromion ka elm(pg#33) * Musalmanon ki islah klye koshishen * Shairi ke zrye Islam ki khidmat * Falsafe ke zrie Islam ki khidmat Iqbal ke naqais * Mahdood asar * Kch shksiat ki ghlt khaka nigari

12 Shion ki islahi tehrikain
Dkhli istabdadiat or kharji istamariat ke khilaf be-misaal tehriekn: * Tambako tehrik(Rahnumai Mirza Hussain Shirazi) * Aini tehrik(Ibtdai Rahnumai: Akhund Mulla, Kazim Khrasani, Sheikh Abdullah Mazandrani) * Inqilab-e-Iraq(nakam) Syed Jamal jese ka shia ulma se rabta krna Karl Marx ke nazrye pr kari zarb

13 Irani Islami tehrik Tehrik ki noiyat(Logon ki ikhtyari tehrik)
Tehrik ke maqasid(Pehle byan hchke) Tehrik ki qayadat(Pure Islami shksiat, ye Islam haqiqat or nasbul ae’n ha nake maslahat or wasila) Tehrik ke masail(Bohrani kafiyat)


Download ppt "Beeswi Sadi Ki Islami Tehriken"

Similar presentations


Ads by Google