Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri

Similar presentations


Presentation on theme: "Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri"— Presentation transcript:

1 Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri
IBADAT O NAMAZ AZ Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri

2 Tafseelat… Naam e Kitab: Ibadat O Namaz Qism: 4 Taqaareer ka Majmu’aa
Muqarrir: Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri Tarjuma (Farsi se Urdu): Syed Saeed Haider Zaidi Taba e Awwal: October 2006 Taba e Chaharum: December 2010 Price: Rs. 60

3 Ta’aruf… Yeh Kitab Ayatullah Mutahhri ki 4 taqareer ka majmu’aa hai jo unho ne Ramazan ul Mubarak 1390 hijri (1969) Hussainia Irshad, Tehran, mai ki thin. In taqareer mai Aap ney Ibadaat o Manawiat ki Ahmiat; Khudawand e Aalam per Eman; Ibadaat K Tarbiati Asaraat; aur Amal mai Miana-Ravee Kay hawalay se guftugu ki hai.

4 Fehrist-e-Unwanaat(1)
Pehli Taqreer Ahya Rooh e Ibadat, Yaad e Khuda Imam Jafar Sadiq(a.s.) ki aik Hadees Ruboobiat ka Awwaleen Darja – Apnay Nafs per Tasallut Doosra Darja – Nafs kay Khayalaat ka Malik Hona

5 Fehrist-e-Unwanaat(2)
Pehli Taqreer(continued) Halat e Namaz mai Imam Sajjad(a.s.) ka Huzoor e Qalb Taqwa Bala ter Darjat

6 Fehrist-e-Unwanaat (3)
Doosri Taqreer Haqeeqi Taur per Nazdeek Hona Majazi Taur per Nazdeek Hona Qurb e Ilahi kay Ma’ani Ibadat ka Awwaleen Asar Apnay Aap per Tasallut Ibn e Sina ka Kalam

7 Fehrist-e-Unwanaat (4)
Doosri Taqreer(continued) Apnay Quwa e Khayal per Tasallut Dil kay liye Paighamber e Akram (saww) ki Tabeer Rooh ka Badan se Be—Niaz ho Jana Badan per Tasarruf ki Qudrat Beruni Duniya per Tasallut ki Qudrat Ali (a.s.) Bister e Shahadat Per

8 Fehrist-e-Unwanaat (5)
Teesri Taqreer Namaz ki Ahmiat Zahid aur Soofi-Numa Loug Deen kay Baray mai Aik Ghalat Tasawwur Ali aik Jamay-us-Sifat Hasti Mard-e-Musalman ki Baa’z Numaya’an Sifaat Manawiyaat ko Khafeef na Samajhyey

9 Fehrist-e-Unwanaat (6)
Chauthi Taqreer Ibadat aur Tarbiyat Emaan ki Taseer Ismat aur Emaan Islam - Dunya aur Akhrat ka Jamay Khuda ki Kibriyaee Ahle Khana kay Hawalay se Zimmedari

10 Pehli Taqreer - Khulasa
‘Ahya’ kay ma’ani – hamara aur dunya ka waqt Rooh e Ibadat yaad e Khuda hai. Fazeel bin Ayaz ka waqia: “Kia Sahiban e Emaan kay liye abhi wo waqt nahin aaya hai k in kay dil Zikr e Khuda aur Us ki taraf se nazil honay walay Haq kay liye narm ha jayen”

11 Pehli Taqreer – Khulasa(continued)
Imam Jafar Sadiq(a.s.) ka Fazeel bin Ayaz ko jawab Uboodiat aik aesa gohar hai k is ka zahir uboodiat hai aur is ka kina, nihayat aur batin, is ki aakhiri manzil aur hadaf ruboobiat hai Ruboobiat yaani kia? Alhamdulillah e Rabbil Aalameen Nafs kay khayalaat ka malik hona – Churya ki misaal

12 Pehli Taqreer – Khulasa(continued)
Ibadat mai tawajjo – Imam Sajjad(a.s.) ka waqia Qubooliat ka may-yaar Taqwa – Roza – Tasallut “Ae Emaan walo, namaz aur sabr (tafseer:roza) se madad lo” Bala-ter tasallut…Hazrat Ali (a.s.) aur Hazrat Esa (a.s.) ki misaal

13 Doosri Taqreer - Khulasa
Khuda se qareeb hona – 3 Taaberain Haqiqi (Misaal..Qum) Majazi (Misaal..Qudrat-mand shaks..Mahmood..Ayaz) Khuda ki lutf o inayaat ka markaz hona Ahle Ma’arfat ki Tabeer (Kamal, Ilm, Hayat, Qudrat, Iraday…Rubobiat)

14 Doosri Taqreer – Khulasa(continued)
Ibadat ki takrar ki gharz Ibne Sina: Insan ki ijtimayee zindagi kay liye zaroori hai k wo apnay Khuda ko pehchanta ho aur isay pehchannay kay baad mutawajjay ho k is Khuda ki janib sey insani zindagi kay liye aik aadilana qanoon maujood hai aur phir wajib aur lazim hai k ibadat ka wajood ho aur wo bhi mukarrar ho ta’akay insan ko yaad rahay k wo banda hai.

15 Doosri Taqreer – Khulasa(continued)
Huzoor e qalb ki zarurat – dil aur classroom ki misaal Dil kay liye Paighamber e Akram ki aik Tabeer – Sahra mai ‘Per’ ki manind Hazrat Ali (a.s.) – Doran e Ibadat Teer nikalna Aagay kay Marahil Rooh ka badan se be-niaz hona Badan per tasarruf

16 Teesri Taqreer - Khulasa
Namaz aur doosri Ibadaat mai hud se tajawuz Khuwaja Rabee bin Khaseem...Ashura.. “Waye ho us Ummat per jis ney aonay Paighamber kay farzand ko shaheed kia” Is kay mukhalif doosra groh…Ibadat be kar logon ka mashghala hai (Nauzobillah) “ Hum ba’az cheezon per Emaan Layen gay aur ba’az cheezon ka inkar karain gay” AL QURAN

17 Teesri Taqreer – Khulasa(continued)
Hazrat Ali (a.s.) ki misaal…Tamam Sifaat ka majmoo’aa Inhiraaf - kuch le lena aur kuch chor dena Musalmaan ki ba’az Numayaan sifaat: Kuffar kay liye sakht tareen..(susti se mana kia hai) Aapas mai intihayee mehrbaan Ruku aur sujood - khushnoodi kay talabgar Sajdon ki kasrat sey Chehron pe nishan

18 Teesri Taqreer – Khulasa(continued)
Ibadaat ka ahtraam Imam Jafar e Sadiq: “Hamari shifa’at kisi bhi soorat mai un logon ko na milay gi jo namaz ko mamooli samajhtay hain” Namaz aur rozay ko mamooli kaun samajhta hai?

19 Chauthi Taqreer - Khulasa
Ibadat ba-taur aik ikhlaqi aur ijtimayee tarbiyati scheme Ikhlaqi masail ka mehwar ‘eesar aur fidakari’ Ijtimayee masail main adalat tamam usoolon ki ma’an Emaan – Adalat aur Ikhlaq ka pusht-panah Gunah ka dar o madar ghaflat aur yaad per, na ilm per

20 Teesri Taqreer – Khulasa(continued)
Ismat aur Emaan – Jabr ya Ikhtiyaar? Ismat yani Emaan kay aala tareen darjay per faiz hona Khuda ki yaad – 3 darjay Mukammal Ghaflat Kabhi bedari Kabhi Ghaflat Mukammal Bedari “Wo mard jinhain karobar ya khareed o farokhtzikr e Khuda se ghafil nahin kersakti” AL QURAN

21 Teesri Taqreer – Khulasa(continued)
Islam main Dunya aur Aakhrat Hum-rah hain Misaal: Ibadat(Namaz) main posheeda dunyawi pehlu Wuzu – Ibadatt O Pakeezgi Mubah Jagah, Libas – Huquq ul Ibaad Qibla - Uk-soyee Waqt e Mutayyan Tawajjo – Nazm O Zabt Asslam O Alaina Wa Ala Ibadillahis Sawlayheen

22 Teesri Taqreer – Khulasa(continued)
Hazrat Ali (a.s.) – 2 sajday kiun? Ahl e Khana ki taraf hamari Zimmaydari IKHTITAAM


Download ppt "Ustad Shaheed Ayatullah Murtaza Mutahri"

Similar presentations


Ads by Google