Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM.

Similar presentations


Presentation on theme: "Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM."— Presentation transcript:

1 Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM

2 Eye Care Aankhon ki dekhbhal karna bahut jaruri hota. Aapke sharir ki tarah aankhon ki dekhbhal bhi bahut jaruri hoti hai. Par bas log yeh baat bhul jate hai ki, aankh hamare pure sharir ka bahut aham hissa hai. Jiski care bahut jaruri hota hai.To aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Eye Care Tips in Hindi. hrelate.com

3 Eye Care Tips Eye Care Tips in Hindi mai sabse pahle yeh baat aati hai ki, computer, ipad, smartphone se dur rahiye. Saath hi lifestyle mai badlav jaruri hai.Saath hi iss badlav ke dwara hi aap iss problem par niyantran pa sakte hai. Jis kamare mai computer ho usme uchit prakash hona jaruri hai. Jyada tez roshani bhi nahi honi chahiye tatha prakash peeche se hone chahiye, samne se nahi. hrelate.com

4

5 Eye Massage Eye Massage aapki eyes ke liye nahu jaruri hoti hai. Do towel lijiye, ek ko garam pani mai aur ek ko thande pani mai bhigo lijiye. Fir kisi ek towel ko lijiye aur chehre par halka sa dbav daalte huye ghumaiye, apne eyebrow aur aankhon kea as-paas ke area mai aaram se isse ghumaiye.Iss douran aapni palko ko band kar lijiye taki eyes mai pani na jaye. Iss parakaar dono towel se iss parakriya ko kijiye. hrelate.com

6 Full Face Massage Gram pani me ek towel ko bhigoiye. Usse apne chehre par rakhe aur naak tatha garden ko ragdiye aur gaal par accche se firaiye, lekin aankhon ko bcha kar rakhe. Iske turant baad, ungaliyo ke porro se mathe aur band aankhon ki massage kare. hrelate.com

7 Palako ki Massage Apni aankhon ko bandh kar le aur apni ungaliyo ko sir par halk–halke se golaiye mai ghumaiye, aisa 1 se 2 minutes tak kare. Bas dhyan rahe ki iss prakiriya ko aap bahut dheemi gati se kijiye. hrelate.com

8

9 Eye Exercises Ek kursi par beth jaiye. Apne dono hatho ki hatheliyo ko ko ragd kar gram kar lijiye. Fir apni aankhon ko band karke yeh garm hatheliyo se halke se unhe cover kar lijiye. Bas dhyan rahe ki eyeball par pressure na dale. Aankho ko iss prakaar cover kare ki ungaliyo ya hatheliyo ke beech se un par roshani ki ek kiran bhi na pahuch paye. Iss douran aap dheeme se gahri saans le aur Kisi aachi se ghatna ke baare mai ya future mai hone vali kisi aachi baat ke baare mai soche. Iske baad aap hatheliyo ko hatha le aur dheeme se aankho ko khol le. hrelate.com

10 Eye Exercises Eye Care Tips mai iss exersixe ka naam sabse pahle aata hai. Aankhon ko upar kare aur fir neeche kare. Aisa kam se kam 8 baar jarur kare aur fir iss prakriya ko daye se baye kare. Lekin dhyan rahe ki iss exercise ke douran aankh kisi aur disha mai nahi jaye varana aapki aankhon ki roshani aachi hone ki vajaye kharab ho jayegi. hrelate.com

11

12 Eye Exercises Kisi dur rakhi cheez par 10 se 15 second ke liye nigaha tharaiye. Uske baad, apni aankhon ko dheere -dheere dusri jagah le jaye. Bas fir thodider baad punha usi isthiti mai vapas aaye. Bas dhyan rahe ki iss douran aapka sar nahi ghumna chahiye. Iss parkriya ko 5 se 10 baar kare. hrelate.com


Download ppt "Eye Care Tips in Hindi, Aankhon ki Sahi Dekhbhal HRELATE.COM."

Similar presentations


Ads by Google