Download presentation
1
BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV
LESSON PLAN BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV
2
HAMD CLASS V SUBJECT URDU SUBJECT TEACHER FARHEEN NIGAR
DATE 23 JUNE 2011
3
INTRODUCTION Hamd es nazam ko kehtay hain. Jis may Allah Tallah ke Tareef baian ke jay zaroore hai kay Talba o Talbat ko Allah Talla ki ata karda latadad nimoto ki janib matawajo kea jay aur ya batya jaia kay in nimto on say faida uthanay kay sath in namtoon ka shokar ada karna he ham par lazam hai.
4
THEORY Allah Talla nay insan ko jin rohani dolotoon say sarfaraz kea es may sab say pehli dolat Eman hai ya baneade. Akeeda jisay Toheed kha ghea hai lazim Thara kay sirf aik Allah par Eman laya jay aur siraf ese ko ebadat kay liaq samjah jayi . Jistra kese makan ko daikha jayi to maimar ka tasswar ata hai es tarah balah ya kayinat baghair khaliq kayanat kay kaisay paida ho sakati hai chand soraj ki Gardish Din aur rat ka ana jana ya Pahar, Samandar, Khoshke, Jandar har cheez say khalik kaynat ke jalwa gree samanay ate hai Allah Talla Shirk say pak hai Quran Kareem may Hai Aar Zameen-o- Asman may Allah Tallah kay Elava be Khuda hotay to ya zameen –o-Asman taban ho jatay
5
EFFECT Toheed ka Aitraf aur iqrar kea jay ya Aitbar Iqrar bil-lisan be ho. Aur Iqrar belkalab be insan kay leay ya bat zaroore hai kay wo khuda au es ke Khudai kay baray may bharpoor ghore karta rahiay.
6
CONCLUSION Jis tarah Allah ke zat may es ka koi shareek nai ase tarah Allah ke safat may be es ka koi shareek nai wali sab ka Khalik Malik aur razik hai ezat aur zillat es kay hath may hai. Kaiyanat par us ke badshahat kaim hai us kay siwa kese Khof aur dar dil may na ho.
7
HIGHER ORDER THINKING Analysing
Kayanat ke Khalik aur Malik haste serf Allah Tallah ke zat hn. Wo sab say bartar aur allah hai es par Iman liaa jay aur seraf ese ko ebadat kay laik samjah jay. Evaluting Kayanat par aik sarsare nigha bhi dalay to dil bay ikhtair Gowahi daita Hay kay koi rahi alah aur pur asar zat mojood hay kay jis nay kinat au res kay khobsorat nizam ko takhleek farmya hai. Creating Jab toheed ka ikrar dil aur zaban say ho jata hn to zarore hn kay har lamha es ka shoker ada kea jay aur zendghi es ke bandgi may ghuzari jay.
8
QUIZ 1. Islam kay ketnay bunyadi Arkan hain
1. Two 2. Three 3. Five 2. Hamd es nazam ko khatay hai jis may tareef ke jay 1. Allah Tallah 2. Hazrat Muhammad 3. Ekeeda-Toheed Eman ke banyad hai Saieh Ghalat 4. Kayianat ka nizam chalanay wali ke zat hai 5. Allah Tallah say koi Posheeda nahi. 6. Ensano ke rehnumai kay leay Allah Tallah nay jin Pak hastioon ko munkhtaeb kea enay kea katay hain 7. Hazrat Muhammad kay bad ab keamat tak koi nabi nai aya ga Saieh Ghalat 8. Namaz Deen ka Satoon hn Saieh Ghalat ( )
9
Action Plan Name : Farheen Nigar Institute: DA MHS Phase IV Karachi
Subject : Urdu Class : V
10
Long term goal Allah Tallah nay Asman Zameen par apne Qudrat say angent chezay paida ke hain. Es nay insan ko Ashraf ul Mukhlakat bania. Ensano kay lea us nay baypanah namitay paida ke aur Eman ke Dolat say sarfaraz farmaia .
11
Short term goal Talba o Talbat ko Allah ke Qudrat kay baray may batana es ke zat ka aur safat ka batana es ke namoto ka shokar kes tarah ada kea ja sakta hai.
12
News Letter Lafaz kun ke hai sare jalva gharee
Kes say paida ye do jahan hotay Banda khud he sabot khaliq hai Wo na hota to ham kahan hotay Allah Tallah sare kayanat ka khalik malik aur farman rarwa hai. Es nay ensan ko paida kea es ko jananay,sochnay aur samjanay ke salahetay dayin, balhi aur barie ke tameez de . Enthab aur Iraday ke Azadi ata ke aik tarah ke khaoa ekhatire day kar esay zameen may apna khalifa banaya.
13
Instructional Strategy
Nazam Hamad par tashree lekhanay kay leay Talba- o- Talbat ko molmat farim ke jaingi Talba- o- Talbat kay group banay jay ghay.
14
Time line Hamad ko samjanay kay leay aik period darker hn au res mozhon par aik haftay may kam makkmal karna hia es leay intrnet aur libraries say Istafada hasal kia ja sakta hn.
15
Resources Urdu Galaxy.com Wikki-pedia.com
Tafseer+Turjuma, Surah-Fateha Hidayat Chaiye by Nighat Hashmi
Similar presentations
© 2024 SlidePlayer.com Inc.
All rights reserved.