Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has.

Similar presentations


Presentation on theme: "Leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has."— Presentation transcript:

1 leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has been lamenting its blindness; With great difficulty the one with true vision is born in the garden.

2 Zinda Quwwat Thi Jahan Mein Yehi Touheed Kabhi Aaj Kya Hai, Faqat Ek Masla-e-Ilm-e-Kalaam Tauhid has been a living force in the days bygone; What is it these days? Merely a topic of theology. 

3 Khalafat Movement Agar Usmaniyon Par Koh-E-Gham Toota To Kya Gham Hai Ke Khoon-E-Sad Hazar Anjum Se Hoti Hai Sahar Paida If a mountain of grief collapsed upon the Ottomans, then why lament? For the dawn arises from the blood of a hundred thousand stars.

4 Certainty Khuda’ay Lam Yazil Ka Dast-E-Qudrat Tu, Zuban Tu Hai Yaqeen Paida Kar Ae Ghafil Ke Maghloob-E-Guman Tu Hai You are the ever‐powerful hand and the tongue of the eternal God; Give birth to certainty, of negligent one, for your are laid low by doubt.

5 Muslim Ummah Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaat Ka Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Dunya Ki Imamat Ka Read again the lesson of truth, of justice and valor! You will be asked to do the work of taking on responsibility for the world.

6 Faith Sabat-E-Zindagi Aeeman-E-Muhkam Se Hai Dunya Mein Kah Almani Se Bhi Paenda Tar Nikla Hai Toorani The stability of life in the world comes from the strength of faith, For the Turanians have emerged firmer than even the Germans.

7 Nationalism /Ummah Butan-E-Rang-O-Khoon Ko Torh Kar Millat Mein Gum Ho Ja Na Toorani Rahe Baqi, Na Irani Na Afghani Break the idols of colour and blood and become lost in the community. Let neither Turanians, Iranians nor Afghan remain.

8 Equality Tameez-E-Banda-O-Aaqa Fasad-E-Admiyat Hai Hazar Ae Cheerah Dastan! Sakht Hain Fitrat Ki Taazirain The distinction of servant and lord has put mankind into turmoil; Beware, oh powerful ones; the penalties of nature are harsh.

9 Islamic way of Life Yaqeen Mohkam, Amal Peham, Mohabbat Faateh-E-Alam Jahad-E-Zindagani Mein Hain Ye Mardon Ki Shamsheerain Firm certainty, eternal action, the love that conquers the world— These are the swords of men in the holy war of life.

10 Modern Civilization Nazar Ko Kheerah Karti Hai Chamak Tehzeeb-E-Hazir Ki Ye Sanaee Magar Jhoote Nagon Ki Rezakari Hai The glitter of modern civilization dazzles the sight; But this clever craftsmanship is a mosaic of false jewels

11 Vision of Faith Koi Andaza Kar Sakta Hai Uss Ke Zor-E-Bazu Ka ! Nigah-E-Mard-E-Momin Se Badal Jati Hain Taqdeerain Can anyone even guess at the strength of his arm? By the glance of the man who is a true believer even destiny is changed.

12 Eebadat Amal Se Zindagi Banti Hai Jannat Bhi, Jahanum Bhi Ye Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Naari Hai By action life may become both paradise and hell; This creature of dust in its nature is neither of light nor of fire.

13 Jihad Hai Tawaf-e-Hajj Ka Hungama Agar Baqi To Kya Kund Ho Kar Reh Gyi Momin Ki Taeg-e-Be Nayam What matters it, if the tumult of the pilgrimage and tawaf abides?  For, rendered blunt, lies unused the unsheathed sword of the Faithful.

14 Jihad Kis Ki Naumeedi Pe Hujjat Hai Ye Farman-e-Jadeed 'Hai Jihad Iss Dour Mein Mard-e-Musalman Par Haram!' Whose despair does this latest Ordinance prove:  “To the Muslim in this age is forbidden fighting in Lord’s name”?

15 Ijtehad Hai Ye Behter Elahiyat Mein Uljha Rahe Ye Kitab Ullah Ki Taweelat Mein Uljha Rahe Better that he remains busy and entangled in the metaphysical theology:  Better, that he remains busy and entangled in the interpretations of the Boo k of God

16 Pan-Islamism Aik Hon Muslim Haram Ki Pasbani Ke Liye Neel Ke Sahil Se Le Kar Ta Bakhak-e-Kashghar May the Muslims unite in watching over the Shrine, From the banks of the Nile to the deserts of Kashghar. 

17 Peaceful Coexistence Le Gye Taslees Ke Farzand Meeras-E-Khalil (A.S.) Khisht-E-Bunyad-E-Kalisa Ban Gyi Khak-E-Hijaz The sons of the Trinity have taken away the heritage of Khalil; The sand of Hijaz has been made into the foundation stone of the Church! 

18 Leadership/Ummah Sabaq Phir Parh Sadaqat Ka, Adalat Ka, Shujaat Ka Liya Jaye Ga Tujh Se Kaam Dunya Ki Imamat Ka Read again the lesson of truth, of justice and valour! You will be asked to do the work of taking on responsibility for the world.

19 brotherhood ehi Maqsood-E-Fitrat Hai, Yehi Ramz-E-Muslamani Akhuwat Ki Jahangeeri, Mohabat Ki Farawani This is the destiny of nature; this is the secret of Islam— World‐wide brotherhood, an abundance of love!

20 nationalism Butan-E-Rang-O-Khoon Ko Torh Kar Millat Mein Gum Ho Ja Na Toorani Rahe Baqi, Na Irani Na Afghani Break the idols of colour and blood and become lost in the community. Let neither Turanians, Iranians nor Afghan remain.


Download ppt "Leadership Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar Paida For a thousand years the narcissus has."

Similar presentations


Ads by Google