Presentation is loading. Please wait.

Presentation is loading. Please wait.

Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah

Similar presentations


Presentation on theme: "Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah"— Presentation transcript:

1 Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah
Nadeem Sarwar‏ understandingaza.com

2 Charaagh jalta raha  Jo qafla tha rawaan who qafila he rawaan  Safar ba noke sina, sina ke saath azaan
The light was lit  The caravan that was going to leave is now leaving The journey on the spear, And the azaan on the spear understandingaza.com

3 burida sar ki sadaaein fiza mein phel gayi daricho angano galyon mein tabte sehra se  zamino arshi khilao se aur fizaon se  The heads (on the spear) were shouting out  From The trees, the courtyards, the alleys, the scorching sand From the Earth and the heavens, from the flowers and the breeze understandingaza.com

4 dinon mein raat mein jangal mein kohsaron se Sadaein aane lagi
In the days, and in the nights, in the forests and in the mountains There were sounds heard of  understandingaza.com

5 Ashadu an la ilaha illallah
understandingaza.com

6 Ye ek baar huwa aur la zawaal huwa Sina ki nok pe subhana rabbial ala
It happened once and is now eternal From the spear head, Subhana Rabbial Ala understandingaza.com

7 He recited the kalma of the oneness of God, Jazakallah
Pukara kalmae tawheed bhi jazakallah Jahaan hussain wahaan lailaha illallah Where Hussain is, there is Lailaha Illallah He recited the kalma of the oneness of God, Jazakallah Khateebe noke sina la ilaha illalllah The recitor from the spear head, Lailaha Illallah understandingaza.com

8 Hussain is God’s secrets and God’s attributes
Hussain deen bhi he aur deeniyat bhi he  Husain kalmae tawheed ki hayaat bhi he  Hussain ranze khuda bhi khuda sifaat bhi he  Hussain is the religion and the religious studies Hussain is the life of the kalma of the oneness of God Hussain is God’s secrets and God’s attributes understandingaza.com

9 Hussain bara imamon ki kaainaat bhi he  Hussain se he aya La ilaha illallah Khateebe noke sina la ilaha illallah Hussain is the entire world for the twelve Imams  Hussain is the gift of La ilaha illallah  The recitor on the spearhead La ilaha illallah understandingaza.com

10 wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaan wo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaan na dekhein teer na talwaar gar ho hukme azaan hussain ka hai bayaan la illaha illallah Whether he is in the laps of Fatema or on the lying on the sands Whether he is in the courtyard of Kabah, the back of the Prophet, or on the spear Whether it is in war or in peace You won’t see any spear or arraw if it is time for prayer These are the words of Hussain  understandingaza.com

11 La ilaha illallah  understandingaza.com

12 wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaan wo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaan na dekhein teer na talwaar gar ho hukme azaan hussain ka hai bayaan la illaha illallah Whether he is in the laps of Fatema or on the lying on the sands Whether he is in the courtyard of Kabah, the back of the Prophet, or on the spear Whether it is in war or in peace You won’t see any spear or arraw if it is time for prayer These are the words of Hussain  understandingaza.com

13 wo gaud fatema zehra ki ho ke rege tapaan wo sehne kaaba ho pushte rasul ya ke sina fazaaye jang ho ya ho payaame amn o amaan Whether he is in the laps of Fatema or on the lying on the sands Whether he is in the courtyard of Kabah, the back of the Prophet, or on the spear Whether it is in war or in peace  understandingaza.com

14 jahaan hussain wahaan la illa ha illallah khateebe noke sina la illa ha illallah
understandingaza.com

15 hussain waalon ki pehchaan hai azaadaari hussain waalon ki to jaan hai azaadaari hussain waalon ka imaan hai azaadaari hussain waalon ka elaan hai azaadaari hussainiyat ki zabaan la ilaha illallah The identity of Hussainis is azaadari  The life of Hussainis is azaadari The faith of Hussainis is azaadari The announcement of Hussainis is azaadari The words of Hussainis are Lailaha illallah understandingaza.com

16 jahaan hussain wahaan la illa ha illallah khateebe noke sina la illa ha illallah
understandingaza.com

17 basi hai karbobala to koyi jawaaz bhi hai luta hai gulshane zahra to koyi raaz bhi hai ye raaz wo hai ke khaaliq ko is pe naaz bhi hai Karbobala is settled, there would be a justification for this The Garden of Zahra is ruined, there would be a reason for this  It is such a reason that even God is proud of it  understandingaza.com

18 baraaye naaz bahattar ki wo namaaz bhi hai isi ka sirre nihaan la ilaha illallah
It is the honorable reason that the seventy two prayed for The hidden reason for it all is Lailaha Illallah understandingaza.com

19 jahaan hussain wahaan la illa ha illallah khateebe noke sina la illa ha illallah
understandingaza.com

20 namaaz nafs ki izzat hai auliya ki qasam namaaz din ki hurmat hai ausiya ki qasam namaaz husne sharaafat hai ambiya ki qasam I swear by the friends (of Allah) that prayer is the honour of your soul I swear by the vicegerents, that prayer is the modesty of the religion I swear by the Prophets, that Prayer is the beauty of innocence understandingaza.com

21 namaaz qissa e wahdat hai kibriya ki qasam namaaz khaire amal ki taraf bulaati hai namaaz ishqe khuda ka hunar sikhaati hai I swear by the Great Lord, that prayer is the story of oneness Prayer calls you towards good deeds Prayers teaches you the honor of the love of God understandingaza.com

22 namaaz abd ko mabud se milaati hai namaaz guftugu allah se karaati hai yehi namaaz gunaahon se bhi bachaati hai namaz qabr talak saath saath jaati hai Prayers make a servant meet his creator Prayers make you converse with Allah These prayers will also save you from bad deeds These prayers will accompany you to your grave understandingaza.com

23 La ilaha illallah  understandingaza.com

24 namaaz wo hai jo faaqon me mustafa  ne parhi jaga ke apne hi qaatil ko murtaza  ne parhi jo chakiyon ki mushaqat me fatema  ne parhi Prayer is that which Mustafa recited while he was hungry It is what Murtaza recited after waking his killer It is what Fatema recited while she was struggling with crushing flour understandingaza.com

25 gale laga ke zahar ko jo mujtaba  ne parhi jo chaahta hai ke azmat namaaz ki dekhe mere hussain  ka wo sajda akhri dekhe parhi namaaz jo aabid  ne pushte naaqa par It is what Mujtaba read when he drank his poison If you want to see the greatness of this prayer Look at my Hussain’s last prostration It is what Abid recited on the back of the camel understandingaza.com

26 adaa kiya jise baaqir  ne sakhtiyaan seh kar bayaan kiya jise jaafar  ne bar sare mimbar ruku me barson rahe jiske kaazime muztar raza  ne lab pe sari ar reza sajaa ke parhi Baqir prayed while he was being tortured It is what Jafar ordered from the mimbar The weak Kazim stayed in its ruku for many years Raza had “Sari Ar Raza” on his lips while he prayed it understandingaza.com

27 taqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhi naqi ne naqwate baatil mita mita ke parhi aur askari ne khabar aakhri suna ke parhi taqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhi naqi ne naqwate baatil mita mita ke parhi aur askari ne khabar aakhri suna ke parhi pase namaaz musalle pe ro raha he koyi understandingaza.com

28 pase namaaz musalle pe ro raha he koyi imaame asr hai aur hujjate khuda hai wohi
In between prayer there is someone crying on the prayer mat He is the living Imam and the proof of God understandingaza.com

29 jahaan hussain wahaan la illa ha illallah khateebe noke sina la illa ha illallah
understandingaza.com

30 wo khaimagaah wo saydaaniyaan wo zikre khuda jahaan musalle pe zainab rabaab aur fizza hasan ki bewaa ruqayya sakina ka sajda tamaam bibiyaan karti thi sirf ek dua The tents, the women and the remembrance of God  Where Zainab, Rabab and Fizza were on the prayer mat The widow of Hasan’s, Ruqayya’s and Sakina’s prostration understandingaza.com

31 mere khuda hame manzur qehte aab rahe hussain apne iraadon me kaameyaab rahe sadaa e tishna labaan la illa ha illallah Our lord we accept this thirst for water But let Hussain be successful in his mission These were the words of the thirsty lips La ilaha Illallah understandingaza.com

32 jahaan hussain wahaan la illa ha illallah khateebe noke sina la illa ha illallah
understandingaza.com

33 magar namaaz se putcho ke karbala kya hai hussain aur tera rishta e wafa kya hai
But ask prayer what Karbala is  What is the loyal relationship between you and Hussain understandingaza.com

34 kaha namaaz ne sunlo meri baqaa kya hai bas ek sajda e shabbir ke siwa kya hai hussain hi ka gharaana bacha gaya mujhko wo khud ujarh gaya lekin sajaa gaya mujhko Prayer said: Listen to what has given me life It was the prostration of Shabbir and nothing else It was Hussain’s house that saved me It was ruined but it honoured me with life understandingaza.com

35 mayaane karbobala aah maine kya dekha ghera la’eenon me kunba rasul ka dekha butul zaadon ko be aab o be ghazaa dekha bahaata paani udhar lashkare jafaa dekha Oh what did I see in Karbobala I saw when the accursed surrounded the family of the Prophet I saw them stop water and food for these children of Batool I saw the enemies there near the flowing water understandingaza.com

36 namaaz parhte rahe dil me isteraab na tha guzar gaye the kayi din ke ghar me aab na tha bataawun kaise ke daswi ko maine kya dekha sahar huwi to shahaadat ka silsila dekha kisi ka sina to zakhmi koyi gala dekha They prayed their prayers but weren’t restless The house spent many days without water How can I tell you what I saw on the tenth As soon as the sun rose I saw the queues of martyrdom Someone’s chest was hurt, and someone’s neck understandingaza.com

37 labe faraat alam khun me bhara dekha hussain laashon pe laashen yuhi uthaate rahe aur apni raahe shahaadat ki samt jaate rahe At the lips of Furaat I saw the flag drenched in blood  Hussain was picking up the bodies one after the other  while he was walking towards his own martyrdom understandingaza.com

38 kamar ruku’ ki tarha thi magar hussain uthe ke ehle zulm pe laazimtha ab ke tegh chale ghazab ki tegh chali koyi rokta kaise His back was bent yet Hussain stood up Because it was necessary for a spear to be shot on the oppressors It was an amazing throw, how can anyone stop it understandingaza.com

39 imaame waqt the allah ki riza pe ruke azaane asr suni azaane asr suni dekha aalame baala
He was the imam of the time, and he stopped when Allah ordered him to He heard the adhaan of Asr He heard the adhaan of Asr and saw the higher realm understandingaza.com

40 kaha hussain ne subhaana rabbi al aala aayi sadaa e ghaib ibaadat ka waqt hai ay fatema ke laal telaawat ka waqt hai jannat me saf bandhi hai imaamat ka waqt hai Hussain said, Subahana rabbia al aala A hidden voice said, that it is time for worship now Oh the son of Fatima, it is time to recite the Quran There are lines ready for prayer in heaven, it is time to lead them understandingaza.com

41 bas bas hussain bas ye ibaadat ka waqt hai rakhli mayaan me shahe waala ne zulfeqaar
Enough Hussain, enough it is time for worship The imam kept his sword in its sheath understandingaza.com

42 woh ghol bandhey aaye qama daar das hazar woh beshumar tegun ke phal aur ek hussain woh senkdun payame ajal aur ek hussain The troops gathered, there were ten thousand daggers Those countless heads of the spears and just one Hussain Those millions to whom Imam want to give the message to and just one Hussain understandingaza.com

43 dhoobey hue the khoon mai gaisun hussain ke teerun ne chhaan daley the pehlu hussain ke naize ka bine wahab ne pahlo pe kiya waar kandhey pe chali saaz zararah ki bhi talwar Nawak bine kahil ka kalije ke hua paar Hussains hair was drowned in blood  Arrows had covered the clothes of Hussain the son of Wahb attacked the side of Hussain with his spear The sword of Zararah hit him on his shoulder The arrowhead of the son Kahil (Harmala) hit his liver understandingaza.com

44 bazun me dar aya tabare khuliye khoonkhar Taigen upi hui joh barabr se chal gayen gash kha gaya kadam se rakabein nikal gayi The axe came rushing to the hands of the ferocious khooli The spears that were around were shot at him  He fainted and the stirrups came off his feet understandingaza.com

45 kyoun kr kahun ki arsh khuda khak par gira khairun nisa ka mahe laka khak par fira reti pai mustafa ke jigar ka lahu gira syed gira imam gira neik khoon gira How can I say that the heavens of God fell on to the earth The moon of the best of women is on the sands The blood of the heart of Mustafa fell onto the sands The syed fell, the imam fell, the pure blood fell understandingaza.com

46 woh zulm ho rha tha ki duniya ulat ti thi jab zeire taig gardani shabir kat ti thi woh kund taig zainab o zehra pai chalti thi matam kuna namaz thi aur khoon roti thi These tortures were happening, the world was upside down When the sword was cutting the neck of Shabbir That sword was cutting Zainab and Zahra  The prayer was doing matam and crying tears of blood understandingaza.com

47 jari thi ye sada ki nabi ka nawasa hun Amaaan pilaawo paani mai pyasa hun mai pyasa hun Ajab andaz se namazi namaz padh ke gaya Behen ke samney nouke sina par chad ke gaya He kept saying I am the grandson of the Prophet Mother please give me water I am thirsty, I am thirsty What a strange way this prayer was prayed In front of his sister, his head climbed on to the spear head understandingaza.com

48 Nazar mai bhai ke sajde ki Aab o Taab jo thi Behen ne sar khule Maktal mai Magribein padhi nazar ke samney har mah laka ki lash rahi magar jale hue khaimun ki janamaz bichi She could see the glory of the prostration of her brother The sister prayed her Maghribain without a covering She could see every moon’s dead body But she made the pieces of the burning tents her prayer mat understandingaza.com

49 Zainab took the arrow of the grief of Hussain
ghame hussain ki barchi utha gayi zainab magar namaz ki duniya basa gayi zainab Zainab took the arrow of the grief of Hussain And with that Zainab saved the world of prayers. understandingaza.com


Download ppt "Jahaan Hussain wahaan Lailaha Illallah"

Similar presentations


Ads by Google